Who can speak "high Urdu" (VERY HIGH!)

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

kya yeh acha nai hoga kay aap aapni Darkhawaast ko is thread (Dhaaga :confused: ) main post (chaapiyye) kijiyye…hum bhi thoora sa Lutff (luffttt :confused: ) layna chahtay hain…

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

Aap ka mud da aa nahin sumjh sakay main …aziz e mohtaram

LAteefay ki maut

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

:rotfl:.. yeh forum (anjuman :confused: ) tou mazahiyya khawateen-o-hazraat say bhara howa hai…

Re: Who can speak "high Urdu" (VERY HIGH!)

urdu ka naam aye aur log chacha galib ko bhool jain!

"wo aye ghar mein hamaray khud ki kudrat,
kabi hum unko kabi apney ghar ko dekhtey hein!"

+++ ab kuch yun khwa mukhaw mein
Araz kiya hey!

shuru ki yeh behas "gupshup" pe Close_The_Light ki karstani,
kabi hum unwaan ko kabi jawab ko dekhtay hein!

Re: Who can speak "high Urdu" (VERY HIGH!)

lol..."light" ur a dorkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk :p

Re: Who can speak "high Urdu" (VERY HIGH!)

^^Look who's talking.

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

LOL…rockistan…sooo mean, i think i’m gonna go cry in my lil corner :crying: :crying: :crying:

Re: Who can speak "high Urdu" (VERY HIGH!)

There is a member in here he can write/ speak Urdu very hight lol i forgot his name.
And no i can speak Urdu but not that high LOL!

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

High Urdu kiya Mount Everest per jaa kar likhni hai kiya :wink:

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

agree .. :smiley:

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

mashaAllah etny unchy urdu per ap ko kharaj-e-tehseen paish kertay howee hum ye kehna chaheingay k ap ko to “TUKHLIYA” ka mutlab bhi nahi pata :bash:

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

Lolzz, mud da aa kuch bhi nahee tha, sirf Bihari accent (or style) main “kia keh rahay bhai” kaha tha :smack2:
Isqadar shusta aur saaf Urdu Masha Allah, aap mujhay #2 Bihari maloom lagtay :stuck_out_tongue:

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

Bolo , BB jee :bukbuk::k: kitni tool doun :elmo:

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

Khud kee qudrat say aaye, bata dena tha keh aglee dafa aanay say qabl phone kerkay aayen. Warna isi tarah pareshani kay aalam maiN ghar ko dekha karaiN gay hamesha.

btw. correct word is Khuda

Re: Who can speak "high Urdu" (VERY HIGH!)

jee mujhe urdu bolne ate hai...Alhamduillah

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

bhai..aik number pakkay bihari hain hum…jo na pitt sakay na toot sakay.laooohay ka maafiq pakka . :smiley:

kia?

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

main abhi learning process main hon.. waisay tukhliya ka mutlab pata chal gaya hai..
tukhliya=get out :smiley:

Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)

YOOOOOOOOO - urrdoo izz coolllllllll :hula: