Re: Who can speak “high Urdu” (VERY HIGH!)
Janaab… Sub say Pehlay to appko TASLEEMAT!! Phir Allah ka Naam Lay kar churu karta hon.. or umeed karta hon kay app sub log apni zindagiyoon main bohat kush - o - khurum hon gay… yeh thread ka mafoom dekh kar bohat acha laga.. ishe khushi may MAIn app ko aik Dafa “TUKHLIYA” bhi kehta hon… ADABBBBBB ARAZ HAI JANAB … to phir jaisay app nay dekha kay uper wali rukhsarbibi urf talwarbibi nikabish, taliban burqay wali nay bohat he urchi urdu boli.. sirf DO lafzoon main.. NIKABISH appko bhi Grav hona chahyay…app unchi aqal-o-mubarak par… or Shikra baji urf sohaila baji ke to baat he naa ke-jaye janab.. wo to sub say baray urdu kay shair hain.. janab nay bohat sari urdu kitabain likheen hain khoabon main… or aaj kul wo Larkiyoon ke Nafiyaan par aik MAZMOON likh rahay hain.. bohat he jald app kay samnay wo namoodar hon gay… OR Tafseelat kay liye Shikra Baji say Side main jaa private message bhejain… or ab chalta hon… Allah Hafiz…
![]()