which song u are listening to rightnow?

DM BHAI jis tarha aap ko may bila waja moti lagti hoon isi tarha mujhey bhi bila waja aisay lag raha hay kay aap yeh song nahi sun rahay bas:)

[QUOTE]
*Originally posted by cutesponge: *
DM BHAI jis tarha aap ko may bila waja moti lagti hoon isi tarha mujhey bhi bila waja aisay lag raha hay kay aap yeh song nahi sun rahay bas:)
[/QUOTE]

phir to yea bilawaja kee jung hay :p

[QUOTE]
*Originally posted by cutesponge: *
DM BHAI jis tarha aap ko may bila waja moti lagti hoon isi tarha mujhey bhi bila waja aisay lag raha hay kay aap yeh song nahi sun rahay bas:)
[/QUOTE]

arey ishtoopid main bus main song nahin sun raha i m at home moto :p

main nahi bata rahi :blush:

Tehzeeeb By Atif (jal pari)

ha hai dm bhai pehlawan :) aap na aap na aap na aap na bohot baray teaser ho:)
han na IS bhai sab kuch bila waja hi hay:)

na koi aas teri... na koi pyaas teri...na chahoo tera pyaaar...yeh khushfehmi hay yaaar...aisa bhee kya khushfehmi ka shikaar BY MAUJ

[QUOTE]
*Originally posted by cutesponge: *

han na IS bhai sab kuch bila waja hi hay:)
[/QUOTE]

phir mien is jung mein bilawaja kyo a raha hoon moti sister :p

IS bhai hmmmmm nice choice
nimmi apu khair hay na bata dau pljjjjjjjjjjjjjjjjjj
gurl: hmmmmm is it a slow song?????

nopes

sukriya cutesponge sister

[QUOTE]
*Originally posted by cutesponge: *
ha hai dm bhai pehlawan :) aap na aap na aap na aap na bohot baray teaser ho:)
han na IS bhai sab kuch bila waja hi hay:)
[/QUOTE]

oh oh phir ghalti kar di na ullo teaser nahin teacher hota hai duffer :p

hai alla IS bhai aap bhi aab mujhey bila waja moti keh rahay ho:(

pyar se pyar :hula:

[QUOTE]
*Originally posted by cutesponge: *
hai alla IS bhai aap bhi aab mujhey bila waja moti keh rahay ho:(
[/QUOTE]

mein nay socha mein b is bilawaja ke jung mein shamil ho jaoon

main sun rahi thi DIP IT LOW :smack:

khubardar jo ainda ise moti kaha IS :mad3:
u can call her Bhense :mocking:

Aatey jaatey, hanstey gaatey, socha tha meney mann mein kayi baar
woh pahli nazar, halka sa asar, karta hai kyon iss dil ko bey-qarar
rukk k chalna, chal k rukna, na jaaney tumhe hai kiska intizaar
tera woh yaqeen, kahin mein tou nahi? lagta hai yahi kyon mujh ko baar baar

Yahi sach hai shayad, meney pyar kiya
haan haan, tumsey meney pyar kiya

My signatures :blush:

14751.Aate jaate

nahi ab m ein aap kee terha itna b baisharam nahi hoon bas moti theek hay :stuck_out_tongue:

DM bhai hhehehehehehehehehe
hahaha
may keh rahi thi kay eyh kitnay achay ho gay lekin jab last line parhi to :(
IS bhai aap zyada bano mat aab moti keh dia hay to bhains bhi keh saktay ho:)
shikra hmmmm nice:)
oho nimmi thanks for telling
aur han dm bhai may teacher nahi teaser keh rahi thi teaser samajhay?