which song u are listening to rightnow?

Re: which song u are listening to rightnow?

Apna patha milay na khabar yaar ki milay
dushman ko bhi na aaisi sazaa pyar ki milay

unko Khuda milay ,hai Khuda ki jinay talaash
mujh ko buss ek jhalak meray dildaar ki milay

yeh duniya yeh mehfil meray kaam ki nahi