Re: Where were you last night at midnight ?
hmmm…buraa kiuN maanuuNgaa? lol
vaalid ne zabaaN aisii sikhaayii k zabaaN merii mushkil ho gaii
Ghalib kaa ek she’r thaa:
mushkil hai ze bas kalaam miraa, ai “Dil!”
sun sun ke use suKhan_waraan-e-kaamil
aasaaN kahne kii karte haiN farmaa’ish
“goyam mushkil, wa gar na goyam mushkil”**
ab kia karuuN? ![]()
**