Baita ab toh hamari umar nana dada , bun nay key hay , iss umar main mamoon kahan banain gay. bachay apnay apnay gharoon kay ho gai , isee lee-a toh murghi pali thei akaila pun door karnay kay wastay.
Innah lilah hay wa inna ilay hay rajayoon. iss kumbakhat murghee ko ghar main rakna mushkil tha , her waqt parosion kay murghay say ank mataka karnay bahar chalee janee thee , aisay kamoon ka aisa hee anjam hona tha.
ab murghee choroon say bachany k lee-a billi palnee paray gee , dil key tanhai door karnay k lee-a. ![]()
LOL.