where is Everyone?

Re: where is Everyone?

Sweeto si sweeto ji itna ronay ki kia zaroorat hai. Hum hain na aap ki bahtareen kamyabi kay dua kay liaay.

Allah aap ko pooray uni main sab say bahtareen kamyabi ata farmain takay hamain aap say mithaiaan khanay ko milaay.

Hum nain yay dua dil say ki hai mithai khanay kay liaay naheen. Haan agar aap khila hi dain gi to majboori main kha lain gay. Sharmaing.