Where Is Aashi ?

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Masha Allah baRee hoker bhi bachi hee dikhti haiN aap :p
[/QUOTE]

:D

Wah Kiya Kehnay Hain :mash:

Hamari Saalon Mein Age Barhti Hain Tumhari Dino Mein Barhnay Lagi :halo:

isi bat ka to dukh hay mujay kiyoon nahi kaha :crying:

hehehe :blush: ta’reef ka shukriya :hehe: :halo:

[QUOTE]
*Originally posted by BeWaQooF: *

Tum To WiseGuy Ho Na Tum Understand Kar Logey, Par Mein To BeWaQooF Hon Mein Kaisay Likhonga :(
[/QUOTE]

Sohbat e saaleh tura saaleh kunad
Sohbat e taaleh tura taaleh kunad

Hamaray saath rahain gay tu BeWaQoof na rahaiN gay aap. :p

Zamanay ke andaaz badlay gay

Raag Saaz badlay gay

:wink:

:blush: bus jee is mein mera tu koi Qasoor nahi :smack:

IP kio jee is mein dukh ki kia baat hai :snooty:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Masha Allah baRee hoker bhi bachi hee dikhti haiN aap :p
[/QUOTE]

:rotfl"

No problem anytime. :slight_smile:

Uffff :smack2:
Zameen per lot pot ho rahay saray kapRay kharaab ho jayeN gay. :hehe:

Yah kiya galian day rahay hoo :mad:

Oh Bhai Khuda Ka Wasta Spell Mein To Mistakes Kartay Hi Thay Ab Songs Bhi Legs Tornay Lagay Ho :smack2:

It’s ** Zamanay K Andaaz Badlay Gaye -=- Naya Raag Hai, Saaz Badlay Gaye** :smash:

Ab mein kiya kahoon khud hi samaj jao na :blush:

waisay ta’reef hee ki thee na ap ne :konfused:

BewaQooof :smash: huns kio rahay hain :crying:

IP mujhe kia zaroorat hai samajhne ki :snooty:

:smack2:

Yar mera matlab tujay song sona naih tha mein to tujay ishara day raha tha is liyah zara short kar diya . Oye tayri in bewaqoofion ka kiya karoon mein :bummer:

Yah dunia yah mahfil meray kaam ki nahi meray kaam …

:crying:

magrmach ke aansoo :halo:

:stuck_out_tongue:

Nahi Yaar Actually Yahan Buhat Garmi Hai :hehe:

Oh Acha Acha :slight_smile:

To Pehlay Tellna Tha Na :bailan:

:rolleyes:

Sahi kaha hay kisi ne yah dunia hay hi bari zalim. yahan par kisi ko bi kisi ke emotions ka khiyal nahi hay :bummer:

Sab behis or murda ho chukay hein :teary2: