Re: Where did you meet your 1st Crush ?
Hamara ishq khamoshee k zuban say guftago karta tha. Darakhtoon say lipat k gana ganay wala nahi tha. Usko dekha , usko chaha , usko saraha , aur uski umma say usska hath mang lee-ya. Bus itnee see hay yeh dastaan a ishq. ![]()