Jasay app too bohat Bari hain naa ![]()
ab to baat asal mein haath sey nikal rahi hai.. ab lagta hai aap ko sahi sey batana hi paray ga…
…
GAL (girl) nahin nikli.. Baat nikli hai hain ![]()
Sumjhaa kar yar ![]()
jaise aap tu bohat chotay hain na…jo apne nick k saath shararti bacha likha howa hai
aur jaise aap shoaib akhtar jaise hain na…![]()
haan buhat bari hain yeh:snooty:.. dadi amma hain… abhi hidayat mulahiza farmayeee ga:smack:…
kon si baat ![]()
pehle mun tu sahi kar lein, phir baat bhi bata di ga…![]()
o mein punjabi mein gal kar ria c:smack:…
gal yani BAAT:smash:..
shabash bacha..ab thodi jan pehchan ho gaye hai hamare saath…warna mujhe sabit karna padta k kitne bade hain hum…![]()
mun:eek:…
mein ney kia kaha:bummer:…
ab aap bekaar mein ilzaam laga rahi hain to:(..
** Shoaib Akhter ** ![]()
Shararti Bacha ![]()
patta hai kitnee zoor sai lagtaa hai yeah…![]()
Dadi AMMA ko .. Paan to khila doo yar.. Tambaako Dal kar.. bilkul SEEDHI hogayain gee ![]()
acha yeh to baat pakki hai k aap daadi amma hai…
leken yeh to batayen aap k kitnay bachay hain:p…
;)…
oh chotay manu pata cc…
to bar.. gal he kiyaa jaa.. assii suntay rawaan gay ![]()
lo…nazar k sath sath yaadasht bhi kamzoor hai ![]()
yeh shakal ’
’ mere chacha ne banaye howi hai na..
yeh theek karo gay tu baat hogi na…
aisi tedi shakal se baat kaise karoon…![]()
lo…tu pyaar se tu mara nahi tha, k lage na ![]()
zoor se hi mara tha, takey lage..![]()
PAAN DAAN purana hogaya hai.. naya laadein:hehe:..
haan aur seedhi hone se pehle…aap ko zaroor teda kar doon gi…
shararti bacha…
to dair kiss baat kee.. or haan.. CHANDI ka Paan Daan ho to acha hai… ![]()