look whos talking ![]()
who? I thought KK was talking but i could be wrong ![]()
![]()
thek thak:p
weekend ka koi pta nhai ha hi nahi kal bhi job aj bhi job:bummer:
app sunao kasay ho?
![]()
![]()
smoking aur app:mudhosh:
![]()
well yeh khud smoker number one hai aur nikii ji ko keh rahe no smoking ![]()
oho to aapne kal bhi job par jaana hai ![]()
so ab tak jaag kar kya kar rahe aap…
so jaaye na
:halo:
sahi ha jati hn ![]()
arey itni jaldi bhi jaane ko nahi kaha tha
abhi 10-15 mins to ruk jaate na ![]()
Patta kaat rahe ho Kamran ka, haan? :o
kaatne ki zaroorat nahi hai phoonk maarna hi kaafi hai ![]()
Maaf karna yaar mein bhool gaya tha ![]()
![]()
khudi kaha jaoo abhi:mad3:
kia battain hu rahee hain mere peechai…
abhi nahi kaha tha…meine kaha tha chale jaana thode der mein ![]()
saamne aa jao mooh pe bol dooga ![]()
aap ke phooonk bhi tu kissi tornado sai kamm naheen … :halo:
achaa phir shai ha:mocking:
Nahen aata… BAarish hu rahee hai ..
![]()
aur sunaye kya chal raha hai ? Eid ki shopping ho gayi ??? humari to ho bhi gaye ![]()
bakee kai logoun … ![]()