ab tu wopm be nahi hia delte ho gaya aur prindon ko kaha yaad rah sakta wesay koyal k avataar ki ankhin blink nahi ho saktei baar baar ap ko
na karna paray
:love:
mera pm delete kar diyaa :(.. yeh auqaat hai mairee ![]()
blink;) u want a blink one :p?
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
mera pm delete kar diyaa :(.. yeh auqaat hai mairee :(
blink;) u want a blink one :p?
[/QUOTE]
yesss i want k ;) one ..isi main blink be
aisee baataiN sub kay saamnay nahiN kartay ![]()
akailay maiN private message bhejo naa ![]()
pm boz bhra huwa hia na hamra ab khali ka tame nahi..job tame ![]()
![]()
and have a great day.![]()
apna tu day ab pata nahi kesa subha subah …baat kar le ![]()
to mujhay bhi dhoond do na acha sa:(
![]()
hum aa chuke hai wapas ![]()
kaise hai sab log ???
waisay hi jaisa aap chorh ker gayai tha:D
![]()
good good ![]()
so ky achal raha hai waha ? bhook lag rahi hai aapko ??? ![]()
ABHI TUK TO NEHI LAG REHI:)
AAP KO LAG GAYE KIA:D
nahi but 2 baje kareeb lagne lagti hai ![]()
thorhi dare main to Aftari ka time ho jayai ga:hug:
haan
it is 4:40 iftaari ![]()
aap sunaye kaise haal hai ?
hello shello..aur salam salam idher bhi..
..
dheruj rakho bachey..shant ho jao..thodi deir matke ko bhi aram karne do
..
ab mein jane wali hoon..
…
haal theek…kuch kernay ko hay hi nehi bore ho rehi hoon:(
aap kia ker rehay ho?
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
haal theek............kuch kernay ko hay hi nehi bore ho rehi hoon:(
aap kia ker rehay ho?
[/QUOTE]
oh achcha kyon ramadan mein paris wale travel nahi karte kya :p
well mein to kaam kar raha tha morning mein ab faarigh hoon :D mera lunch time hai na 1 hour so araam :D
Smilly...Main nai nazar laga di...Ab kaam kum aur posts ziada ho rahay hain...:D