Where are you ...

Daagh mera mutlub wohi hai jo mein ne kaha..yahan kam bongay hain jo UNI mein akhri stage k bongay tapak pade hain :mad:..

haan ab agli baar kare gay tu uni aur dunya dono jaga se haath saaf karne pade gay ussey..:mad2:

KK :rotfl:..woh dono tu us se bhi pagal hain..hahaha…haye rey bechare andhoon ko dhoka ho gaya hoga…:rotfl:..

acha logoon..ab aap log bhi jao..aur mein bhi chalti hoon 3:15 tuk ka kaha tha 3:45 hone wale hain…:eek:..

chalo ab 4:00 baje se sehri ki tayyariyan shoro karna…Ramazan Mubarak phir se…:flower1:..

aur ab bye shye…takecare vakecare bhi kar leina ok..ijazat di rehm dil jo hon :snooty:..Allah hafiz.. :wave:..

what do you mean se matlab tha ki aap humko kis category mein ginn rahe hai :hoonh: :rolleyes: :hehe:

haan wahi agar thoda bhi natak kare to higher authorities ko inform kar dena…phir aql thikaane aayegi uski

:hehe: rehm dili aapki :stuck_out_tongue:

aap ko bhi pehla roze ki mubarak baadiyan…and best wishes…

kal baat hogi insha allah

tab tak ke liye apna khayal rakhiyega and be good…

allah haafiz :flower1:

sahi Mental hain..aur bongay bhi :mad:..us category mein agar aap hotey tu mein aap se bbaat na kar rahi hoti…aap tu kissi aur hi category k ho..:halo:..jo insanoon mein bhi nahi aate…

acha abhi bye shye..:wave:..
Allah hafiz bhi..aur takecare keh diya ab nahi keh rahi..:snooty:..

oh to aapne bhooton ko bhi ek alagh category mein daal rakha hai :stuck_out_tongue:

okie allah haafiz

ta

:wave:

sahee keh raha houn… ikk tu khair married hai… pur dousra..:hoonh:

arey married ke bhi to extra marital affairs ho sakte hai na :eek: and doosra kya :eek: :eek: :eek: nahi yaar…kehdo yeh jhoot hai :hehe:

KK ohhh hahaha…‘Kuch Bhi’…zaban ghayab ho gaye hai..Allah hafiz bolein…jaldi :bailan:

:bailan:

:wave: Allah Hafiz and take care
:flower1: :flower2:

shabash…:snooty:

ok bye shye..aur takecare sab logoon…pakka pakka Allah hafiz n Ba..:wave:

:smack2:

Kia Corner Room mai shift kurwanai ka irada hai iss thread ku..:hoonh: agar hai tu :k::smiley:

AOA:wave:

Ramadan Mubarak everybody :wave:

thx

tum ko bhi:hug:

:wsalam:

ramadan mubarak ho aap ko bhi :slight_smile:

kaise hai aap log?

thankoo

Allah ka shuker hay:)

kal ka roza kaisa reha aap ka??

kaha rehte ho aap :frowning: kabhi message post kar ke gayab ho jaate ho :smack:

busy thi na:bummer: