…aap yehs are ashirwad na bhi deytey,..,tu bhi mein jee rahi thi..aur khush bhi thi.. …aap logoon se sakht naraaz hoon mein …in case ata na chala ho :halo:… soocha bata do..rehm dil jo hoon…
aur in ko dekho zara..jo baat mujhe kehni chaye yeh keh rahey hain…Bade miyan khane peene k ilawa aap ko koi aur kaam nahi hai…mujhe aur kaam hai sivaye khane peene k …
Allah aap ko roza rakhne ki himmat dey Ameen…
aur uni. theek chal rahi hai… aur uni mein padhne nahi jatey hain…jo karne jatey hain..mein bhi wohi karti hoon..…batein shatein aur wapis…
Nikki jane ko nahi kaha mein ne …mein naraaz hoon …thoda bhao tu khane dein naa……
aap waise hoti kahan hain…na msn per na pm per na yahan per……yeh kia baat howi…
Mr. Haleemay aye kaash aap asal mein bhi itne farmabardar hotey jitne banney ki nakaam koshish kar rahey hain …
yeh baat kitni jaldi maan li… ab karein gay bhi na..tu mein bhi itna hi arsa lagaoun gi..bus …
sorry kaha na…instantly reply bhi to kiya aapka pm
ab to naraz hona band karo na…
mujhe pata hai aap yahi kahoge khaane ke baare mein…aur haan roze theek thaak se ho jayege inshallah…mein already practice kar raha tha last week se was having my lunch very late :hoonh*
haan pata hai baatein shatein hi karne jaate hi uni aap rolleyes
aur haan mein woh poochna to bhool hi gaya…woh ‘Tere Naam’ kaise lagi aapko ??? achchi hi lagni hai but phir bhi pooch liye
aur sunay kya chal raha?
..jete raho, khush raho, dodo nahao, pholo phalo…
yahan per in sab mein main sirf aap se hi naraz nahi hoon :halo:..kyunk aap ko hi meri sohbat ka thoda asar howa hai.. aur achey bachoon nki trha aap ne reply kar diya tha..shabash..yeh lo gift …bus ab wapis dey do..dikhane k liye diya tha..rakhne k liye nahi
instant reply??? kaun si pm ka? yeh jo abhi ki thi…dantne wali…aram se baat samajh nahi aati na …nahi bund karo gi naraaz hona..Allah Allah kar k tu mauqa mila hai …ab bhugto snooty…
pata tha phir bhi sunna zaroora tha k mein ne kia kehna hai..waqayee bongay hain :halo:…sshak tu shak raha hi nahi…
acha kitna late karte hain??? 2 baje uth kar 3 baje lunch??? ya 3 baje uth kar 5 baje lunch halo…
haan tu aur kia…baatein shaatein nahi karoon gi tu Geek ban jaoun gi…agar PM padhi thi chashme laga kar tu us mein details likheen hain mein ne..k Seminars wageira wageira kitne boring hotey hain…itna bore kyun hona jab baatein shaatein ho sakti hain.. …
aur Tere naam ka mein ne bataya nahi tha aap ko??? shayad achey bachoon ko bataya hoga.. …haan film bohat achi thi…crying…ganga jamna beh gayee…india se ganga jamna bund ho jkar…hamare ghur mein beh rahi thi…mer gaye thi mein ro ro kar teary3…yeh dosra janam hai :halo:…
alahr re kia rehm dilli hai… gift dai kur wapis bhi lai lia… khair hai humm nai kounsa rakh he laina tha ye dil … se diya huwa gift ..
aor sunnao kia hu raha hai aaj kal? Uni mai hu… kaisa chull raha hai course… koe paraishane tu naheen … tumm ku naheen mera matlab hai tumharree Uni wallon ku … agar aaj ghar pur hu is ka matlab hai Uni mai tu mithayan batt rahe houn gein ..