so how are you NIkki je .. by the way ![]()
kehne se kuch nahi hota…jo sach hota hai wahi hota hai…
kabool to humare saath hua tha ![]()
jalne waale jalte rahe ![]()
![]()
bui bhut buri:teary2:
kahan abhi tu kal office jana ha shyd haf day ho ga ![]()
![]()
theek hn na:hula:
app sunein ![]()
oho aisa kyon ??? Thursday and Friday to off hona chahiye na…goli maar do boss ko ![]()
![]()
![]()
asa hi ha na pvt co mein
kasay maron
abu ko shikyat lag dein gay na sab ![]()
mein nay tu kaha tah ak punch maron gi tu ak saal tak sans nai aye ga:teary2:
Allah ka shukar hai.. hum bhi theakh thaak hain .. ![]()
had a bit busy day but its almost over at last.. ![]()
aap pata do hum tapka dege aapke boss ko ![]()
humare contacts duniya ke kone kone mein hai ![]()
aur aapke abbu ko khabar bhi nahi hogi ![]()
insaan khatta ka putla hai… baad mai ghalte ka andazza hu gia na .. ![]()
bit bz ![]()
![]()
yahan tu bz bz bz:mudhosh:
wowww;)
nai ak aur banday ko tapakana ha boss ko tu mein sambhal lon gi na;)
abb aissa kia kiyaa mai nai .. ![]()
![]()
app ko kisi nay kaha ![]()
chor ki dhari mein tinka;);)![]()
![]()
theek hai bas unka pata aur foto bhej de kaam ho jayega ![]()
Dil ko behlaane ke Ghalib yeh khayal achcha hai ![]()
foto ko app kiya karein gay ![]()
naam pata deti hn na foto say tu hsyd masom dekhay hain na:crying:
tinka nahi yaha to poora ka poora tree hai ![]()
mujhai nahen kaha .. phir khair hai .. buttao kis ku tapkannai ka.. apunn supree bhi laitta hai .. aap se kamm lai ga.. pur laiga jaroor … kia karrain dhandaa hai kurna purdtaa hai .. Shalla verdee wallon ku bhi tu palna hutta hai na.. :smkin2:
nahi foto is important…kahi us jagah same naam ke 2 bande mil gaye to confusion ![]()
aap foto to bhej hi do
gundaaaaaaaaaaaaa:crying:![]()
![]()