koe zara la du mujhai Pani
Oyeeeeeeeeee Ye Hamara Apas Ka Mamla Hai Isay Aam Public Ko Mat Bata ![]()
ok guys me going now..
Allah HAfiz
PS: Daagh 10p 10p 10p .. :p
Nahi Meray Jeetay Jeetay Ji Ye Nahi Ho Sakta ![]()
Tujhay Zara Sa Nahi Poora Tank Pani Ka Diya Jayega Dost :k:
.......
WAQAI BEWAQOF HU:smack:
NAHI MILI ISI LIYE KE MAIN TUMHARE JAISE NAHI HON ![]()
![]()
welcome back ![]()
U 2
aur kiya horaha hai ?
gher aagaye aap?
[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *
U 2
aur kiya horaha hai ?
gher aagaye aap?
[/QUOTE]
nahi abhi nahi...in another 30 mins will go home...
aur kuch nahi bas thoda sa kaam shaam chal raha hai :(
aap sunaye kya chal raha hai ?
bas yahan tu main masi ban gaye hun ,
itna kaam hota hai,
saara waqt bas kam kam aur kaam ![]()
mare 3,4 friends ban gaye hain yahan pe bas unhi ke saath busy rehti hon , abhi thori deir main laibrary jana hai:hula: yahan pe hindi movie bhi mil jati hai , abhi jake laongi ,
oh achcha ![]()
kyon yaha kaam kyon hai jyada ??? log to utne hi hai na phir kaam kaise ???
wah kya baat hai freinds bhi ban gaye
koi dekhe na unme se mere liye ![]()
kaunsi movie dekhoge ???
yahan pe gher carpet nahi hote
kichen main dishwasher nahi:mad: ,
friends main koi aap ke matleb ki nahi hai:rolleyes:
aur movie jab jaongi phir dekhongi konsi lana hai , oldies bahut hain ![]()
oh achcha
to sab kuch aapko hi karna padhta hai ![]()
to koi matlab ki friends banaye na…i mean mere matlab ki ![]()
wah wah kya baat hai oldies…aap na aisa kare ki ‘Guide’ le aaye…usme waheeda rehmaan hai na :love:
okie jiya jee hum chale ghar ![]()
see ya laters tomorrow…
take care
allah haafiz
aap apne matleb ki friends khud banaye naaaaaaaaa:p
main tu apne matleb ki banaongi:hula: aur ager koi blue dress main nazer aajai tu sochongi ![]()
aur wahan pe koi waheeda rehman ki movie nahi mili
maine bas madhumati dekhi thi ,
haan ji bilkul dekhiyega koi electric blue dress wali :love: :love:
![]()
okey allah hafiz ![]()
take care
![]()
hum ghar pahoch gaye hai but ab gym jaayege ![]()
see ya in the evening
![]()
:nahnah: :nahnah: :nahnah:
![]()
![]()