Hazar bar bola hay Salam kia kero:smash: ![]()
… ![]()
how are you?
bussy?
wasalam
me fine Allah ka shuker hay:)
no kuch khas nzhi…aap sunao??
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
wasalam
me fine Allah ka shuker hay:)
no kuch khas nzhi.......aap sunao??
[/QUOTE]
mai bhe theakh thak... a bit busy... how was your week end? anything interesting?
![]()
kaise hai sab log ?
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
mai bhe theakh thak... a bit busy... how was your week end? anything interesting?
[/QUOTE]
aaaaaaaaaaa kia yaad dila dia SAT ko office ayae Sunday hm yaad nehi aa reha i think kuch nehi kia farigh gher per...............kal abba bhi Pak say aa gayi dhair sari khabrain snaps....:)
allah ka shukar... kaisai hu?
wasalam
Allah ka shuker hay…aap kaisay ho??
ekdum fasssssss kilaaaassssssssss :k: ![]()
aap sunaye kuch nayi taazi news…
you worked on Saturday … we were having a good time that day …
… then Sunday was relaxing…
Snaps and gifts from Pakistan ..
I so wanna go … ![]()
yaha bhi allah ka karam hai ![]()
khaana khaana ke kiske saath plan hai aapka aaj ![]()
godd ah haan…khair to hay;)
abba Pak say aa gayai:blush:
ooo bus thorhay din ar phir aap bhi chalay jao gay:hug:
hay aap log snaps post kero gay k nehi:blush:
jee sab khair hi khair hai bas pata nahi kyon aaj achcha din lag raha ![]()
aha so kya laaye uncle ji aapke liye ? aur ‘woh’ baat pakki ho gayi ![]()
ah haan aaj subah subah kis ko daikha hay bollo bollo tell tell;)
main nay poocha hi nehi abba aa gayi bus yehi kafii hay…main bohet miss ker rehi thi na un ko:blush:
Sorry Yaar Kal Mera Net DC Ho Gaya Tha. Or Phir Jab Connect Hua To Class Ka Time Start Ho Chuka Tha. Mein Ne Kaha K Tum Buhat Aqal Mand Ho Or Phir Tumhari Reham Dili K Charchay To Pooray Qabrastan Mein Opps I Means Paristan Mein Mashoor Hain. To Tum Ne Apni Aqqal Se Kaam Le Lia Hoga Or Apni Reham Dili Se Janay Diya Hoga.
Yup Roza Rakha Tha. Bara Din Matlab 15 Shabaan. Bari Raat Ko Nama-e-Aamaal Change Hotay Hain. Jago Musalmano Kahan Soye Paray Rehtay Ho Suthay Laga K . Rozay Mein BeWaQooF Ne Khul Muslimeen Muslimaat K Liye Dua Maang Lee Thi. K Un K Haq Mein Jo Behtar Ho Woh Milay Or Jo Un K Haq Mein Behtar Na Ho Woh Na Milay.
Umeed Se Hum Mard Hazraat Nahi Hua Kartay. Khe Khe Khe Khe Khe. Jis Ka Kaam Usi Ko Sanjhay.
hmmmm kaash koi hota
jisko apna hum apna kehlete yaaro paas nahi to door hi hota koi mera apna ![]()
achcha
abba ko miss kar rahe the ya uncle jinki news laaye hai unko ![]()
![]()
Hi Guyz ![]()
Smilly Daagh Kamran-Khan Meray Doston Meray Yaaro Meray Jiger Ghoshon Kithay Ho Sab K Sab. Or Kaisay Ho Ye Bhi Das Dena Sath K Sath :) .
bewakoof
kyaa haal chaal