Where are you ...

Sandooo…yeh kia hoya…aap kidher jaa rahi ho :bummer:
dekhain, aap ko apne aap ko khush kismat samajhna chaye..k hamari baatein sunney ko milti hain…aaj kal k logoon ko tu qadr hi nahi hai..chchc.. :snooty:

kia hal hai :hug:

nahi aap tu bilkul kharab tu nahi ho …
achi khaasi urdu ati hai..zyada natak na karein…bolein ab..Wat naam hai aap ka ? :smash:

:smack2:

Aap ke liye, mera naam “Maddy Bhai” hai :stuck_out_tongue:

meray dil ko yeh kya ho gaya
mein na jano kahan kho gaya
dharkun pay chaya hai khumar
aisa kyon hota hai bar bar
kya iss ko he khetay hai pyaaaaaaaaar :bhangra:

Rabiiiiiiiiiiiiiiiiiiii mein dahi bhalay baichti hon :smooth:

Sanduuuuuuuuuuuu Massi kaisi ho :hug:

yani k aap asal mein Mad ho :eek:
yani k mera shak sahi hai :eek:

chalo theek hai…hello shello Maddy Bhai …
ab batao wat kaam hai aap ka? i mean wat karte ho aap?

yar thora kam bola karo naa :yawn:

im fine shine tine :halo:

how r u :blush:

n u pkm :bailan:

mujhe nahi pata sorry :bummer: ..per itna pata hai k..

aye dil dil ki dunya mein aisa hal bhi hota hai
bahir koi hasta hai ander koi rota hai :teary1:

aap dahi bhalay baichti ho?? kaun se ilaqe mein? mein ne kab se nahi khaye :crying: sirf baichti hi ho na? banati tu nahi hain na? :konfused:

acha kohish karti hoon kam bolne ki :bummer:..

shukar hai fine shine tine k baad wine nahi kaha..:halo:..koi bhaorsa nahi aaj kal ki qaum ka…

mein bhi Fine hoon…tussi sunao kia ho raha hai :hug:

Sanduuuuuuuuuuuuuuuu Masssiiiiiiiiii kya hai :2guns:

Rabiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii mein bunati bhi hon aur baichti bhi hon aur koi dukan nahi hai..bus idhir odhur apni rarhi lay jati hon :jhanda:

ohh hoo aap hi bana kar baichti ho? aur log khareed bhi leytey hain? aur kha bhi leytey hain? :eek:..aur zinda bach jatey hain?
mujhe pata hai k koi dukan nahi hai.. mein ne dukan ka isi liye zikr bhi nahi kia tha..aqalmund ko ishara kafi hota hai :halo:

nahi kuch vegeterian hi banega…no non-veg…woh aparna ka kuch fast ahi so only veggie

achcha gulab jamoon banaye the aap ne :yummy: yaha parcel karne na kuch…:frowning:

aaaaapiiiiiiiiiiiiiiii: :eek: salaamz
kesi hein :teary1:
kitne din ho gaye aap ne mujhse baat nahi ki :crying:
bohat miss kiyaaa :crying:

raabboooo: kesiiii hoooo shweeeeetieeee :hug: :smash:
salaamz :stuck_out_tongue:

Ranuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu :eek: :hug: kaisi ho shweeto :hug: :kiss:

sachi mein itnay dino baad mulkata hoiiiii :teary1: khushi hoi kaisi ho wats new :hug:

Daagh Aparna ne kahin karva chaut ka varth tu nahi rakha..:eek:..hayeeee soo sweet..anney…:hug:

aur mein kyun bhejoon gullo miyan ko aap k paas…waise bhi 1, 2 reh gaye hain, woh mere hain..mein ne chupa diye hain…shh.. :yummy:

Ranoooooooo ws..jeeti raho, khush raho, dodo nahao, pholop halo.. kaisi hooo :hug:..aur kahan ho? tum se bhi kab se baat nahi howi ..kia hal hai? school kaisa chal raha hai :kiss:

aur yeh hathoda kyun mara tha mujhe :bailan:

mein bilkulllll theeeeek aaapiiii :hug:
nothin new :teary1:
school…parhayee…bus :stuck_out_tongue:

aap ab aayee hein…ab to mujhe jaana bhi hai :mad:

:crying:

sab ko bohat piar and salam :wave: going back :wave:

:halo: ws…badi meherbani aap ki… yeh ehsan hum zindagi bhar nahi bholein gay :hoonh:..

:bailan: :2guns:

hayaiiiiiiiiiiiii :kiss:
mein ghar pe hoon janu :halo:
wahiii toooooooooo…kahan hoti hein aap :smash:
mein theek hoon buss…
our schoooollll isss tuuffff :crying:

tum sunaao :smash:

hathore mein sub ko maarti hoon :mocking:

ps: :wave:

haan wahi wahi :eek: aapko kaise pata chala ???

well 1 hi bhej do :rolleyes:

aur sunaye na kya chal raha hai ?

Allah hafiz :wave:

Raaboooo: :rotfl: :rotfl: omg :rotfl: :rotfl: