Where are you ...

thanks but no thanks mate :stuck_out_tongue:

hi bhaiya....how r u both?

bachhi:eek:
:eek:
mere shadi nahe hoe…:hehe:

:hehe: kaafi smart ho gaye ho :stuck_out_tongue:

:rolleyes:

:slight_smile:

:salam: busy bee :stuck_out_tongue:

kaise mijaz hai aapke jee :blush:

hum to theek thaak allah ka shukar hai :slight_smile:

hello bhaiya.

app ki behna agaye…:wave:

kya haal chal hai?

:salam:

welcome siso :slight_smile:

kaise ho aap ?

yaha to sab theek thaak hai

:wasalam:
acchi ho..aj kal app zaida hi masrrof lag rahe hai..?hanaa?>
anywayz./..aur..?..u temme somthin

GOOD

shuker hay Malik ka theek thak hoon main bhi

KK bhi nazer nehi aaya woh bhi busy hay kia:D

haan na aamna :frowning:

kaam hi kaam tha…project ka llast phase chal raha na :frowning:

aap sunaye kya chal raha hai ?

KK to aaj uni mein hai is liye online nahi hue…kal office aayege to aur to hoge yahi par :rolleyes:

aur kaam shaam kaisa ? and aapka day off kaisa tha ???

kaha gaye saare :(

aap nay bulaya main aa gaye:blush:

kaam sham Allah ka shuker hay

day off ha ha ha kuch na poucho subah jaldi uthi kion k 8:45 Pak embassy pohenchena tha wahan kafi time laga aatay hi amaan k sath wallpapper lainay chali gaye,wahan say a aker jeldi say change kia aur amaan ko lai ker un ki aik friend ki taref aaye aur phir raat ko dare say wapesi houi…yeh tha day off:rolleyes: :rolleyes:

Smilly :wave:

pak embassy kyon gai theen??
or yeh amaan kon hain??

:smiley: thanks jee :blush:

oho :smack: yeh to normal day se bhi tiresome raha hoga aapke liye…usse to better hota ki aap office hi chale aate :smiley:

yaha to abhi thoda araam hai…aaj 1-2 reports banane hai bas aur kuch nahi :smiley:

lolss pouray DADA abba ho tum:smack: :hug: :hug:

Pak embassy kaam tha aik aur amaan meri maan jee walidah sahiba:D

wohi main bhi soch rehi thi is say to behter tha office hi chali jatti:smack:

wow kia baat hay acha hay moaj kerain:D

:rotfl:
oh ..Aman.. bolain na… main sumjha kay app kay bhai kaa naam amaan hai :rotfl: sorry !!
Walidah Sahiba ko mera Salam !!! :slight_smile: