bus bohet clients hain saron ko ghoomnay phirnay ka shoq cherheha hay:smack: …renovation kuch na poocho time hi nehi mila ab kal off hay subah aik kaam say embassy jana hay us k baad daikhoon gy kia kerna hay:(
hi bhaiya…
thanx to u..app ki dua ka assar hai ki i got a chance to talk to him:blush:
heheh achcha hai na saare ghoomnege tabhi to aapke company ko fayda hoga na ![]()
achcha mera bhi ticket kara do na kahi ghoomne ka
NZ may be :love:
oh achcha to kal office se off…kya baat hai…araam karna aadha din and aadha din kaam ![]()
UN k KIN k KON k;)
aise hi khush raho ![]()
![]()
he is soooo sweeeet… he was so undiffrent today
he says…he misses me sooooooo much
haan acha to hay faiedah mujhay bhi hoga
hmm to aap ka bhi sair kernay ko dil chah reha hay most welcome si ![]()
aray aaram khak kerna hay kal bohet kaam hain kernay walay:smack:
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
aise hi khush raho :)
[/QUOTE]
thanx
but i gtg now..
thanx again
allah hafiz
but i want a bhabhi..hehe
hehe
to phit to khush ho na aap ki you are busy ![]()
haan na mood to hamesha hi karta hai
achcha aap yeh bataye can i book thru you from London to anywhere ???
oh araam nahi ??? but you can sleep till late na atleast ![]()
hehehe ![]()
theek hai aap ke liye bhabhi ka bandobast karna hi padhega…KK shaadi kar lo yaar ab ![]()
talk to you laters ![]()
:bhangra:![]()
![]()
shareaf admion k thread main nachna mana hia ![]()
![]()
hello shello koyal jee ![]()
Anwar miya kya baat hai badhe khush nazar aa rahe ho ![]()
Salaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaam
![]()
![]()
kaise ho smiley ![]()
welcome shelcome ![]()
stainu g mein theek thaaaaaaaak ![]()
aap kaisay haaaaaaaaaaaaaaaaai
![]()
allah ka shukar hai jee sab theek thaak ![]()
how is uni ??? abhi tak chal rahi hai ya aapne bandh karva diye ![]()
me theek sallu g ap sunao...masko kesi ho ap :)
aaiye aaiye koyal jeee :)
khush aamdeed
thanks ![]()