Hi PD :k:
…tobah tobah…peechey kuch bach gaya tha kehne ko, Kal moohi, besharam …yeh sab kisse kaha hai…sharam tu nahi aye na yeh sab kehtey howey…Besharam Bewaqoof
…itni vadi gustakhi woh bi mere saaath…bhugto ab..![]()
aur mein ne u k Sir ko kuch nahi kaha …un k saath tu meri humdardiyan hain jo itne vade Bewaqoof ko bardasht karte hain..pata nahi kaise woh bhi.. badi himmat hai un ki..unhey tu woh deina chaye..woh kia hota hai…tumghaa…aap ko bardasht karne kaa ![]()
aur ji nahi..meri sharam ko aur bade kaam hain..woh aap ka kaam nahi karti..channey vanney baichna aap ka kaam hai, aap ko mubarak ho, channey waley..
aur shukar hai itna pata hai k sharam besharmoon k pas nahi jati…tub hi aap k paas nahi aati..
aur aap k rule ko kaun follow karta hai..kam az kam mein tu hargiz na karoon…mein aap ki terha bewaqoofni nahi hoon… ![]()
lolsss:rotfl:
un ko do char suna dia kerooo:mad:
daaagho bhaoya kaha gaye???????????????
Oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee Kuriyeeeee Thanda Thanda Cool Cool Ye Lo Pepsi Abhi Abhi Dost Se Mari Hai. Tum Ne Me K Sir Ki Shaan Mein Gustakhi Ki Thi That’s Y Bola Warna Mujhey Kiran Ki Qasam Mujhey Kisi UK Ki Larki Ne Nahi Kata Tha K Mein Ye Sab Kehta.
BeWaQooF Ne Apni Life Mein Aisay Buhat Kam Ppl Dekhay Hain Jo BeWaQooF Ko Bardasht Kar Paye Hon. Is Mein Sir Ko Tamgha Denay Ki Koi Need Nahi Hai Woh Bhi Bardasht Nahi Kar Patay Hain Or Class Se Bahar Nikla Detay Hain Kafi Zalim Hain Un Ka Zulm Dekh Kar Mujhey Apni Class 9th Ki Miss Zara Yaad Aa Jati Hai Unhon Ne Bhi Aik Bar Mujhey Danday Maray They Or Phir School Se Chutti Par BeWaQooF Ne Un Ko Kachay Anday Maray Thay.
U Ko Kia Pata K BeWaQooF Kia Shay Hai. Me Ko Buhat Se Log Follow Kartay Hain Pata Nahi Kitno Ko Loot Kar Bhaga Hua Hon Mein.
eik tu yeh meetings aur discussionsssssssss
…itna kia discuss hota hai mujhe tu yehi samajh nahi aati…![]()
aur chiiiii prawnss.. :yukh:…us se tu chicken ki behter hai.. aaj pehli dafa chicken kaha kar acha kia aap ne…sohbat ka asar hai ![]()
:k:
mein aap se pepsi loon gi…mujhe bhi kissi Pak k bewaqoof ne nahi kata k mein bewaqoof ki di howi cheez ley loon… rakho khud hi..nahi chaye mujhe snooty…acha chalo ab itna kehte ho tu ley leyti hoon, rehm dil jo hon
… aur mein ne aap k Sir ki SHaan mein koi gustakhi nahi ki thi…acha…bus un ka hal nazroon k samne aa gaya tha, tu humdardi zahir ki thi…per ab humdardi ko bewaqoof kia samjhey ga…rehne do…aur chalooo K k k k k kiran ki aatma ko Allah shanti dey… :halo: woh tey gayee..
haan har kissi mein waqayee itni himmat nahi hoti k aap ko bardasht karye…tub hi tu tamghay ki baat ki thi..per aap k Sir aur aap ki woh purani teacher aap ko padhane k bawajood samajhdar lagte hain, jo aap ko class se nikal deytey hain …mein hoti tu mein tu…todi nako podi nako bhugo todi nako kar deyti
…
aur aap ko jo follow karte hain woh ya tu Police waley hote hoon gay, ya Mental Hospital waley, ya bohat mumkin hai Zoo waley bhi follow karte hoon… :halo:
Daal Galay Na Galay Apun To Chalay ![]()
God Hafiz ![]()
haan na mein bhi pareshaan ho gaya hoon
waise mera project is finishing on Friday uske baad will be much free… ![]()
aur sunaye kya chal raha hai ? anything interesting happening ???
daaagho bhaiya..mai challi..
lagta ha bool gaye apni is bahen ko
allah hafiz
tc
nio hug today to bhaiya
shukar hai yeh project tu khutum hone per aya
…mein tu sooch rahi thi…shayad poori sadi k liye chaley ga
…
aur yahan kuch khaas nahi..ammi ne fruit chat banaye hai..mujh se keh rahi hain k kha lo..mera dil nahi chah raha..
.. ab thodi deir baad khaoun gi..abhi nahi…
acha pata hai mujhe meri uni ka pehla assignment mila hai..ab inshallah wahan busy ho jaoun gi mein…bus library card ki deir hai..i mean ID aur PIN..kal nahi karva saki..bund ho gaye thi
..per inshallah aaj kal mein ho jaye ga..us k baad tu hum busy ho jayein gay..mein kal hi ammi se keh rahi thi k mera adhey se zyada kaam tu library aur net per hai…
aur papa mujhe laptop bhi dilva rahey hain (inshallah :halo: )…ab zara maska lagana pade ga papa ko..takey jaldi kuch ho…![]()
Achaa logoun hum ja rahai hain abb....
take care kur lainna
Allah Hafiz
![]()
nahi na aamna…bhule nahi hai…bus thode busy hai…meine waise aapke message ka reply to kiya tha ![]()
chalo inshallah shaam ko baat hogi ![]()
allah haafiz ![]()
Sir wapis aa gaye?? ohhhh haan waise Bewaqoof eik baat batao..aap tu pak mein ho na? tu is wqt kaun si class ho rahi hai..? hain..bolo bolo tell tell ![]()
lo …ab yeh kia baat howi ? aaj maheen bhi bina kuch baat kiye chali gaye aap bhi jaa rahey ho..yeh sab kia hai.. hain?
..kuch howa tu nahi hai na? sab theek hai na?..mein is liye pooch rahi hon..k BHotoon aur churailoon ko usually tu kuch hota nahi hai, tu aap logoon ko kia howa hai…kia masla hai? kahan takleef hai ![]()
tik kar beithain..yeh koi baat na howi ![]()
haan mein bhi soch raha tha pata nahi kab peecha chorega yeh project…July se chal hi raha hai
waise naya project ka kaam already shuru bhi ho gaya :rolleyes :
wah kya baat hai abhi to uni shuru hua hai and assignments bhi shuru
waise achcha hi hai thode busy rahoge and interesting bhi hoga na uni to
waise mein bhi soch raha hoon next sem se start karna studies
will be doing second PG…MSc in IT
inshallah…
haan library ka card ban jaye phir bas books and books and books …aur net par bhi reading
kitna kaam karoge…aur naya laptop ki abhi se mubaraka ![]()
mujhai tu ghar wapis janna hai… ghar ja kur shaid online houn… agar rehm aa gia tu … ![]()
jab tak kai lia Allah Hafiz
okii
Allah Hafiz:wave: