Daal Chawal wow itnay mezay k to hotay hain aisi out ptang shaklain kion bena rehay ho:bailan:
acha ab semjhii tum nay khood benayai hongay:D
Daal Chawal wow itnay mezay k to hotay hain aisi out ptang shaklain kion bena rehay ho:bailan:
acha ab semjhii tum nay khood benayai hongay:D
kafee samjhdar houtee jaa raheen hain …
daikha suhbat ka asar.. ![]()
… by the way I :love: daal chawal…![]()
Main hamaisha say hi semejhdar thi:snooty:
waisay meray coleagues aur Boss ka khayal hay k main jub say Pak say aye hoon bohet change ho gaye hoon bohet hi seedhi,masoom aur semejhdar bechi ben gaye hoon:rolleyes: ![]()
mere office wallon ku bhi iss he tarah ke ghallat fehmi hai …
…
aor Pakistan mai kiya keyya?
such bataoun awarahgerdii…aakhir main to main gher say nikeltay weqt idher udher daikhetti thi k mohelay main kisi ka driver cook koi bahir to nehi hay…yeh jo public hay na pouri BBC hay saron ki khabarin rekhtay hain kon kahan kub kis k sath gaya:rolleyes:
han aor ghar mai kaam kurnai walle massian bhi … woh bhi isse tarah ke houtte hain… kahen kuch milla safaae kai duran aor futt sai amma jan ku khabar… ![]()
waisai bhi
Awarage mai hudd sai guzar jana chaheyai…
lolss nehi khair main amaan abba ko bata ker jatti thi aur cousins bhi hotay thay khoob maza aaya.
aap kub ja rehay ho?![]()
abb tu x-mas pur he janna hu ga…
I mean in January… new year may be some where out of UK..
![]()
AUR
pak:eek:
pahlai new year.. usskai aglai din Pakistan … :hola: verna Newyear mai Pakistan mai tu Laathion
wallai bahir phir rahai houn gai… ![]()
![]()
subah subah:eek:
subah subah he tu neend aate hai … ![]()
kon kehta hay k RAAT ko…ki terah letkay reho:smack:
aap ku kaisai patta chulla…
by the way how are you?
having fun at work?? ![]()
he he mujhay sab pata chal jata hay
main Shuker hay Allah ka…barish main bheegtay houy office aaye hoon is liyai mood acha hay:)
aap sunao??
achaa tu woh aap thein saath walle shaaakh pur …
mai kha mukhan mai durr kur udan chu hu gia…
Baarish hu rahee hai… yahan tu dhoup nikal aaye hai aaj ![]()
by the way kia metro hurdtaal pur hai ju bheegte hoe aayen hain … ![]()
aray tobah kero main to sari Raat berhay mazay say soie:snooty:
nehi jub Barish hoti hay to main aik station pehlay uter jatti hoon aur bus bhi nehi laitti:blush:
wah re… kash mai bhi aisa kur sakta … ![]()
laikin khair hai… yahan tu itne hutte hai kai touba…
lunch ka kia program hai? 15 minutes kai baad ja rahee hu na aap?