Where are you ...

haan na…then mein bhi reply mein gaana gaaonga…tumne pukaara aur hum chale aaye :smiley:

lolss to sunoo

kahan ho tum chaly aaoo… ka taqazah hay:blush:

yeh taqaaza kis cheez ka hai woh to batlaye :blush:

:wave:

:salam: koyal jee

kaise ho aap ?

:wsalam: me tu wesi he jesi thei ap sab kesay ho :smiley:

mein jaisa tha usse thoda sa better :smiley:
weekend hai na and squash bhi khela subah subah :eek:

Daagh** is ka apna heart fail hone se pehle mein hi is ka khoon karne ka sooch rahi ho..:mad2:…bohat zyada pangaybaaz ho gaya ha.i…har kuch dino baad shanpti shoro kar deyta hai yeh…kahin Aap ka aur KK ka asar tu nahi ho raha is per :eek:

Maheenooo haan mein theek hoon..Pariyoon ko waise bhi kuch nahi hota…aur mujhe pata tha k tum bhi theek hoon kyun k churailain ko bhi kuch nahi hota :smack:…per woh formality k liye poochna pada…tum zyada udo mut ab..:halo:

Smilly hello shelloooooooo :hug:..kaisi hai? kia ho raha hia? :kiss :waise mere paas koi chand nahi hai tu mein 4 chandoon ko kahan se la kar aur kahan lagaoun :konfused:

Koyallllllll :kiss: hiiiiiiiiiiii kaisi hain? :hug :

achaa ab hum tashreef le jaaa rahein hain…:wave:

Take care :flower1:

Allah hafiz…:slight_smile:

me bikul apnay abu ki tarha hia aur aur sab k leay itna lamba aur koyal k leay aik line :crying:

nice to hear k ap getting better :smiley:

lolss aap nay nehi suna

KAHAN HO TUM CHALAY AAO MOHABBET KA TAQAZAH HAY by Shehnaz Begum:blush:

:rotfl:

haan suna hai…

but aap yeh batao ki kya yahi gaana gaakar bula rahe :blush:

oh aap abu ki terha ho…chalo acha hai na..agar kabhi kho gaye tu hum police ko aap k abu ki pic dey dein gay..takey aap ko dhond lein…;)…good idea na..i know i know..

aur un k liye lamba is liye likha tha kyun k woh pehle aa chuke they..aap ki post mein ne apne msg ko post karne se pehle dekhi thi tu fatafat hi keh diya…:crying:

kia hal hai? :kiss:

waisi hi hoon jaisay office main baith ker log ho jatay hain:rolleyes:

tum sunao kaam ker lia khana kha ker aye ho:D

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

nice to hear k ap getting better :D
[/QUOTE]

aaj apaka job hai ?

haal bus theek ap sunao parhiey kesi chal rehi..:slight_smile:

lolss hmmmmm nehi kuch aur dhound laitti hoo:blush:

hmmmmmmmm mujhay bas yehi aata hay:blush:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

aaj apaka job hai ?
[/QUOTE]

nahi aj off hia agar job hota tu abhi taak tu chalie gaye hoti na bank 8 30 jana hota hia :)

Smilly lo..ab yeh mujhe kaise pata hoga k office mein beith kar log kaise ho jate hain..:smack:..mein thodi jati hoon office voffice..abhi tuk..per shayad kuchd inoo baad yeh kehne k layk na rahoon :bummer:.

aur khana nahi khaya abhi..bus abhi thodi deir mein jaoun gi..acha guess wat..mein ne na kal na…Gullo miyan banaye they..i mean Gulab jaman :blush:..khane hian? nahi kyun? acha..:stuck_out_tongue:

Koyal padhai shoro hi nahi ho kar dey rahi :mad:…abhia bhi uni start ki hai..Course k bare mein bata bata kar chid cheda dein gay, takey log course se nikal jayein..chalkiyan dekheen un ki..per hum bhi nahi niklein gya..kia kar lein gay woh…ab SHAYAD is tuesday se lectures shoro hoon..umeed per dunya kayam hai :halo: