Where are you ...

Me Ne To Ye Soch Kar U Logo`n Ko Proof Diya Tha K Yahan Par Kuch Log Me K Jaisay Bhi Hoying :frowning:

aap mujhe ziyaada saari buryaani banadein…mein saari kha loun gi…:yummy:

:smiley: theek hai jab aap miloge na squash le liye to aapke liye dher saari bana dege…phir aap khaate rehna..:smiley:

waise aapko kaunsi achchi lagti hai ? chicken wali ya mutton wali ?

abay chup kur…chicken obviously mere laal…:nuch:

biryani ka zikr hua hay :yummy:?? kaun bana raha hay aaj biryani :yummy:???

:hehe: @ abay chup kur.

achcha chicken wali :yummy: woh to meri bhi fav hai

woh Naazi and mera squash ka match hai jo haarega woh banayega biryaani :devil: and agar Naazi haare to ras malai bhi :yummy:

daagh ji baan rahe hein mere liye…when i beat him in the squash match…:devil:

DT ji…aap mere saath share kur sukte hein…:blush:

daagh ji ko harana kaunsa mushkil kaam hay :smokin:

waysay biryani say yaad aya…kabhi Anwaar bhai kay haath ki biryani khana :yummy::yummy:

mein ne Daagh ji se yehi kaha…keh beating u will be easy…maante hi nahi hein!!!

:hehe:

Dt ji phir buryaani share kurni hei yaa mein saari kha looun…:confused:

woh to bachchu khelne ke baad hi pata chalega :devil:

of course its easy :smokin:

aur bachooo :smash:..share karay baghayer khaogi to hazm nahin hogi :snooty:

aap donoun ne mujhe bachi kub se banaa diya…:mad2:

DT:mein to zarror aap se share karoun gi…:blush:

Daagh: U nkow ur going to loose!

well bachchi ko bachchi hi to kahege na :rolleyes:

aur mujhse to koi pooch hi nahi raha biryani ka :bummer:

:hehe:

aap ne saath saath buryaani banani hei aur saath saath kahni bhi hei…:devil:

i’m off…byeeeeeeee

:hehe:

talk to ya laters

allah haafiz :wave:

ye koun koun Biryani ke battain kur rahha hai … akailai akailai… :hoonh:

haan to aap the hi nahi to hum kya karte :rolleyes:

10P 10P 10P … :rolleyes:

hello shello…salaam salaam.. :wave:
bamulaizah hoshiyar Shehzadi urf Pari urf Rabia padhar chuki hain :queen:…

haan tu kia kia ho raha hai aithey? :smokin: