Where are you ...

:wave:…kaise hain

jeete rahein…phooole phalein…:halo:

hello shello…aao thakur aao.. :smokin:…all fresh ho gaye ho tu sabzi mandi mein jaa kar beith jaye…aur nara lagate rahi ga k fresh fresh gobi hoon 2 rupe ki ley jao mujhe.. :mocking: …aur itne fresh kaiseho gaye..washign machine mein dhul kar ayein hain kia.. :halo:

aur mein ashirwad kyun doon..woh tu salam k baad deyti hoon…aap ne abhi salam nahi kia..mein kyun doon :snooty:

tu harte harte bach gaye na..yeh kaho…ab us bechare ne bhi soocha hoga k munney ko kyun harne ka sadma deina..waise bhi ab kuch hi din reh gaya hai is dunya mein tu chalo draw kar k bund karo…aur aap khush fehm ho kar beith gaye.. :halo:…

mein bhi maami hi dhooond rahi hoon…:hula:

ab tum kuch bhi bolo…magar pataa tu hai tumko ke ‘humse achaa kaun hai’…:pretty:

tum ne kon se subjects mein A-Levels kiye hain?
I have 2 go in next 2 mins :(..:bummer:

Ok ppl…I have 2 go now

Allah hafiz..:wave:

Take care..:flower1:

oh tum bhi mami dhond rahi ho…cheater.. :snooty:… per mein jeet gaye..mujhe pehle mil gaye… :bhangra:..ab dua karo k everything goes fine..

aur haan waqayee tum se achi churail koi ho bhi nahi sakti..na achi na bhayanak.. :mocking:..

mein ne Health n Social care, Art n Urdu mein A’levels kiye they..n i did IT as well for a yr but then i dropped it…itna sada howa boring..chii :yukh:… tum kin mein kar rahi ho?

aur next 2 mins mein kyun jana hai?? koi kaam sham hai??

aur haan suno rabooooooooo…wo apnaa phone number tu deinaa zara…:snooty:

heheheh :hehe: haan ab yahi din baaki reh gaye hai sabzi mandi mein sabzi bechne wale :rolleyes: aur itna badha washing machine market mein aaya nahi hai abhi :smokin:

achcha :salam: ab de do aashirwaad :stuck_out_tongue:

nahi last time to hara diya tha usko is baar phir se bach gaya otherwise aaj phir haarta :smooth:

Oh :frowning: aap jaa bhi rahe ho

okie jee take care and be good…

hope to talk to you soon

allah haafiz

:flower1:

P.s. thanks for the aashirwaads :stuck_out_tongue:

Re: hi

persion atey he site na do ban ho jaoe gaye aur hamin nahi meet karna wesay kisi ko hamarey leay yahan he sab kafi achay hia :smack:

awayeen khama kha..mujhe koi shauq nahi hai churailoon ko no. deina ka…jao bibi maaf karo.. :snooty:

ps: zara no. tu deina.. ;)…kia yaad rakho gi k kis Pari ki awaz suni thi :snooty:

me theek sallu g ap sunao comp tu sab kuch wapis a gaya but wo baby koyal wala part wapis nahi aia :crying:

ohhhhh achcha :smiley:

chalo comp theek thaak to ho gaya na atleast :smiley:

aur aapke woh saare songs recover ho gaye ???

lo…mein ne sabzi baichna ka nahi kaha tha, khud keh rahey they k fresh ho gaya ho..tu mein ne soocha lagte tu gobi hi hain, tu gobi ban k sabzi mandi mein beith kar narey lagaye..yeh nahi kaha tha k baichein..woh bhi is liye nahi kaha tha k koi is kism ki gobi khareed kar food poisioning kyun karvaye…:mocking:
aur haan itna bada washing machine na hai na hi ban sakta hi jis mein aap poore aa jaye…na hi koi shower aisa ho ga jis ka pani aap k liye poora pade..mein ne tu is liye kaha tha, k adhey shower mein nahayein hoon gay adhey washign machine mein… :mocking:

:wsalam: jete raho, khush raho, dodo nahao, pholo phalo :smack:…ab in per amal na karna akhri waley per kuch zyada hi josh se kar rahey hain aap amal…

aur last time aap ne haraya nahi tha..mein ne us sekaha tha bachey ko jeetne do khush ho jaye ga..bhool gaye..oh haan yaad bhi kaise rahey ga :halo:

song wala part abhi ck nahi kia cuz of cable nahi the comp aia tu cable gum pahlay power off :crying:

PS: raha gardishoN maiN har dum
koyal k comp ka sitara
kabhi kho gaye cable
kabhi bijli ne karanat mara

:rotfl: oh achcha to mein khud sabzi bankar baith jaao :smack: kya vivid imaginations hai allah re…

aur yeh aadhe aadhe kaam nahi karte hum…poore ke poore shower mein hi nahate hai :smooth:

oh haan yaad aaya aapne phone kiya tha na usko :rolleyes: choti choti khushiyan…

aur aashiwaadon ke liye shukriya…esp last wale ke liye :stuck_out_tongue:

hehehe…aap ke comp ke saath kuch ho gaya hai…kisi baba se uska ilaaj karvaye :stuck_out_tongue:

wah wah kya poem hai :hehe:

Ajmeri baba UK main hotey un se addy lay lain na ap

zara nawazi hia poem pasnad aiey warna bandi kis qabil
PS: mughal’eya tareeqay se adab baja lati hia :smiley:

:rotfl:

yeh kya ho gaya aapko aaj :hehe:

ekdum khatarnaak mood mein lag rahe ho :hehe:

p.s. apne gale se motiyon ka haar nikaal kar aapko gift mein de diya :smooth

:smack:…shukar hai ab samajh aa gaye hai..ab bhi na aati tu mein asal mein aa rahi thi chakko ley kar..takey gobi kaat kar ussey sabzi mandi ki jaga restaurant mein dey aaoun, yeh keh kar k agar aap k restaurant mein chohey bohat hoey hain tu is gobi ka powder bana kar woh chidak dein..chohey chuk kar mar jayein gay.. :mocking: chohey marne ki naye dava ijaad karne ka sooch liya tha mein ne :smooth

aap tu nahate hoon gay poore shower mein..shower bach kar kaise nikal ata hai..doopta nahi hai..pani bach jata hai us mein :bummer:

haan kia tha phone..shak hai..hai? hai tu bolo.. :hoonh:
haan theek hai theek hai, rehmd il jo hoon…:snooty:

aur yeh KK kahan hain?? UNi mein?

aaj kia pIlan hai.. acha haannn mein ne Tere naam, chalte chalte , koi mil gaya aur janasheen ki audio cassettes ley leen :bhangra:

:smack: aur kuch nahi mila aapko example ke liye choohe hi mile :eek:
aur restrau mein hi jaana hai to mein aloo-gobi ke sabzi bankar marna jyada pasand karoga :hoonh:

jee nahi aap ke baat par shak karke meine marna hai kya :bummer:

KK is not well these days…unko doctor ne uni and office se 2 week ki chutti lene ko kaha hai…waise bimaar nahi hai bas ek break lena hai…kal raat aaye the ghar…der raat tak baatein-shaatein hui

aaj ka abhi tak to kuch plan nahi hai aaj to abhi tak lunch bhi nahi kiya hai…5-6 baje khaayege kuch abhi bhook nahi lag rahi pata nahi kyon :konfused:

:eek: kya baat hai itne saare cassetes ek saath…ab to aapke paas gaane hi gaane hai sunne ke liye…

p.s. email check kar lijiyega jab time mile