thanks… daikhu kuch asar tu huwaa… Bhout aor Pari dunu aa gai ..
bas aik ke kamee reh gae… ![]()
haan back.. yeh kia hai… ![]()
aur is ka kia mutlub..‘‘woh jo Daagh tha woh Maheen tha’’… double role?
…
aur yeh kis ki nazm chura li hai,?
… khud tu likh nahi sakte.. ![]()
![]()
people where is daagh!
nashtaaa … iss waqt … ![]()
wah re!!! kuch loug 10 bajai uthai kuch abhi uth rahai hain …
ikk hum he hain 6:00 bajai sai uthai huwai .. ![]()
ohhh KK..yeh kia hai…
? :rotlf:…
hmm Naazi ji..zor se cheekh mar k awaz dein shayad bade miyan k kanon mein awaz puhunch jaye.. :halo:…
DDDDDDDDDDDDDDDAAAAAAAAAAAAAAGGGGGGGGHHHHHHHHHHH!
![]()
![]()
![]()
aaj mere saath pata hai kia howa… mein aaj 10:45 per hi uth gaye
.. mujhe khud yaqeen nahi aya..uth kar tayyarshayyar bhi ho gaye..lekin subah subah kuch khane ka dil nahi karta..is liye 2 ghunte intezar karna pada..phir abhi khaya hai
..
aur aap ko 6:00 baje tu uthna hi tha ..murgi ko kukdoo koo bhi tu karna hota hai na..![]()
ps: ammi ne haleem banaye hai…
chaye? nahi kyun?
..acha nahi tu na shai ![]()
haha shabash shabash…lagi raho..waise btw.. khairiat?? itni zor zor se cheekhein kyun mari jaa rahi hain?? koi paise vaise tu nahi deina unho ne… ![]()
Daaghhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh
bahir niklein… ![]()
abhi ja kur daitta hoin… he is coming to my building … then we are going for lunch … Thai …
fancy some?
lo..pehle kaam tu kar lein..
…office mein beithey howey bhi khane peene ki padi hoti hai..Ethopia se tu nahi hain aap log? ![]()
:halo:
tu ye murgi 1:00 bajai kukdooo kooo kion kur raheee hai .. ![]()
han khaana hai haleem lao du… bulkai bhaij du …
bas bas khudh na aajana… unn char namooonoun mai sai kissi ku bhi bhaij du .. ![]()
PS: we are going for lunch now… yaheen tikk kur baithnaaa…
khabardar ju apne jagah sai hillein tu … verna apna naam Jay sai badal kur Veru rakh loun ga.. ![]()
kaun si murgi 1:00 baje kukdoo koo kar rahi hai? jis murgi ne karna tha us ne tu 6:00 baje hi kar liya hai
…
chalo chalo..koi haleem shaleem ‘Saleem’ nahi mil rahi
…mein ne tu awayeen formality poori karne k liye poocha tha..tussi tey serious hi ho gaye
… aur woh 4 namoone museum mera matbal School gaye hain… nahi aa sakte..aur waise bhi mein nahi aa rahi thi ley kar..zyada khush fehm na ho..
.
aur wah aap log pata nahi kitni deir mein khana khutum karien.. aur Daagh ka tu pata nahi khutum ho na ho.. :halo:..mein apni jaga se hiloon gi nahi uth rahi hoon..kyun k mein bhi abhi jane wali hoon… aur aap apna naam Jay rakhein, Veeru rakhein ya Gabbar singh mujhe kia…
waise Gabbar singh zyada suit karey ga..
ps: aap kitni deir mein ja rahey hain?
bussss udan cho ho gaye hoon gya…udan katole kahin k ![]()
![]()
Humm wapis aa chukkai hain…
abb tu hilla bhi nahen ja raha itna kha lia.. ![]()
kahan chulle gaen Rabooo …
bas theakh hai aaj sai mera he naam Veru … ![]()
![]()
hum aa chuke hai ![]()
come …we’ll go bhaiya…hoz ur gf?
aao jay aao … ![]()
je aiye aiye..kya haal hai bhaiya?
any thin intresting?
bhaiya i m going to finish 1000…lllaaaaaahehehehehehe
ooooooooooooohhhhhhhhhhhhwooooooooooooooo
heeeeeeeeeeeeeeeelaaaaaaaaaaaaaoooooooo
![]()
![]()
![]()
aamna
kaise ho aap ?
well nothing itneresting
bas kaam , kaam and dher saara kaam… ![]()
well good to know that you will be completing your 1000 posts soon
mubaraka ![]()