mein ne kaha na k aap log khama kha Jay aur Veeru ka naam budnaam na karien…unhey pata chala k aap log Jay aur veeru banney hwey hain, tu waheen atma hatya kar lein gay..:halo:
ohh Keemtiii PMs..haan zahir hai…Mental hospital ya Zoo waloon se ati hoon gi, tu aap k liye tu keemti hoon gi hi na..aur Pari ki mail tu zahir hai bhari pade gi hi.. ..
haha aur UFO ka khabardar naam liya..mein itni serious ho gaye thi..ammi ko bhi bata diya tha jab aap ne kaha k poore newspaper meint ha us bare mein..meinne kaha k ammi UFO sachi mein aye they…eek..baad mein pata chala sab jhoot tha… ..baad mein ammi ne kaha rabia ne hi khabar phalai hai..mein ne kaha mein ne nahi eik hain namone GS per unho ne kahatha..aur meinne un ki baat man li
jab aapko pata tha ki hum yahi poochne wale hai to phir aapne aisa kyon likha oh okie…ab samjha tayyaar shayyar ka matlab…mein to gym se hi shower lekar and steam and sauna mein refine hokar aaya hoon aur raat ko baal kyon banana???sone mein to kharaab ho hi jaane…mera bhai bhi raat ko comb karke hi sota hai and talcum powder laga kar bhi
achcha 1296 am, ruko abhi try karta hoon
aur mein cheater nahi…mein barso se aise hi karta hoon i cannot sleep before 3 so reading and music is a must…
1 hour sleep timer matlab the moment i switch the lights off mein 1 hour timer laga kar leit jaata 1 hour mein neend aa gayi to radio apne aap off hoga
han zahir hai Unn sai apneee ye izzat ufzaee kahan burdasht huna hai…
Abb jaisai loug hu waissai he tu PM kurain gai naa… agar qeemte houn gai tu PM bhi qeemte … verna fazool …
UFO walle baat such maaan bhi le… kia “Third Rock From The SUn” walle family sai hu kia …
acha logoon ab hum chalte hain, yahan per net ko koi chul shoro ho gaye hai …tu inshallah kal baat hogi, tu tub tuk k liye bye shye…aur takecare karni ho tu kar leina, ijazat di, kia yaad rakhein gay kis rehm dil se pala pada tha