Where are you ...

ho gay abhut bore :rotato:

:rotato:

app ka sign bhut acha ha:hula:

haan na mein bhi bore :bummer:

thanks :blush:

woh Koyal jee ki ek ghazal mein tha unse udhaar maang liya :smiley:

achaa koyal ki ghazals bhut achi hoti hain mashAllah she is :k:

haan unke saare posts are ek se badhkar ek :slight_smile:

aur aap sunaye kya plan hai evening ka ???

kuch bhi nahi asay hi ghar mein tv aur mein :bummer:

friday ka din pat anahi kiun asa hota ha ajeb sa :bummer:

ohhh :frowning:

well you know mera Sunday ka evening bhi aisa hi hota hai…coz Monday ko phir se office jo jana hota hai :frusty: so Sunday evening se hi mood lonely sa ho jaata…

koi movie dkehi nayi aapne ???

ji dekhi thi na teray naam aur wo ak alien wali hrithik ki

is baar koi nai dekhi

haan waqii shyd farigh rahnay ki adat nahi ha jab bz nahi hotay tab bore ho jatya hain aur jab bz hotay hain tu rotay rahtay hain k bz bz hain wasay hain hi nashukray :frowning:

Tere naam to meine bhi dekhni hai na :frowning:

aur Koi mil gaya was okie timepaas hi thi…first half was good and second half was childish :rolleyes:

aaj Boom release ho gayi na :eek: will see it this weekend

childish tu nahi thi mazay ki tha na:hehe:

kasay us ko chupatay hain aur lay kar bbhagtay hain kitni naazaydar thi na:D

hana teray naam tu bhut ronay wali thi dil bhut kharab hua dekh kar :frowning:

arey kaha mazaydaar woh udne wale basketball :rolleyes:

haan meine bhi suna about Tere Naam kaafi rona-dhona movie hai is liye dekhne ka mood hi nahi ban raha uski DVD thi mere paas for a week aise hi padhi rahi…mere housemates bhi nahi the so akele dekhne ka waise hi mood nahi kiya…

:rotfl:

kasay urh urh k khail rahay tahy na:hehe: becharay dosri team bara acha hua tha na :hehe: likan wo becaharay alin ko kasayt rakaha hua tha jab soraj nikla tu dhopp pari aur sab urhna shuru hoi gaye :hehe:

honh ab ap ko achi nahi lagi ti kiya karein hum app bachay jo ho

haan wo tu hum bhi rotay rahayaur dekhtay rahay :frowning:

haan na bachcho ke liye achchi thi… aur unko achchi bhi lagi :stuck_out_tongue:

aapka fav fav fav fav actor and actresses kaun hai ???

ji nahi bachon ko nahi baroay logon ko bhi achi lagi na:smooth:

mera fav jo bhi khoubsourt ho :love:

wasay aj kal salman khan :love: aur wo wali actresses kitna innocnt baby face tha na:love:

meri fav is Raniiiiiiiiiii :love:

chalo hum chalte hai phir milege

allah haafiz

:wave:

:hehe:

Allah hafiz
:wave:

:rotato:

:hula: :hula: :hula:
:hula:
:hula:
:hula:
:hula:

welcome shelcome :D

kaise ho aap ?

main theekh thaak :hula: :hula:
aap sunayen kiya haal aur abhi tak yahan kaise ???

:wave: