mera dost hai… jo marzi karo… ![]()
:kaboom:
![]()
mera dost hai… jo marzi karo… ![]()
:kaboom:
![]()
panchi ray OO panchi ur ja ray dil k panchi ![]()
:kaboom: AD
![]()
:rocketup: :rocketup:
ji haan ab ur hi raha hon
time 2 go now
talk 2 u latter
![]()
take care
![]()
shoked ur rahay kia ap male ho
baap ray
![]()
![]()
another shock ap tu shareaf admi they aur ye smokin ch ch
PS: ![]()
hello shelloo… salaam salaam.. ![]()
Bamulaiza hoshyar Shehzadi urf Pari urf Rabia tashreef laa chuki hainn :queen:
aa jao sare samne shabash… haan tu kaun kaun hai..aur kia ho raha hai? ![]()
arey..kahan ho sare ![]()
phir chup gaye..niklo sare bahir.. ![]()
warna mein atanak phaila doon gi… chalo aa jao shabash..
![]()
![]()
rabia
kaise ho ???
jeete raho, khush raho, dodo nahao, pholo phalo ![]()
itni deir se jo mein apna gala phad rahih oon…kahan they? ![]()
aur mein theek hoon…aap bhi theek hain na..mujhep ata hai..batana nahi.. ![]()
acha sunain aaj woh gana aye ga? kyun k ammi se mein ne kaha hai k laga kar rakhein koi gana aye ga…
ab hum dono intezar kar rahey hain…hula…
jee mein to yahi tha…bas GS par nahi tha…was reading some poetry…Hindi wali…phir yaad aaya ki ho sakta hai aap online hoge so aa gaya yaha and dekha to aap already cheenkh rahe the ![]()
haan hum bhi theek thaak hi hai thoda kaam kiya cleaning ka ![]()
haan gaana aana to chahiye i mailed just a few mins back Tere Naam wala
haan sunte rahe na…achcha aapne apne mom ko bhi kaha hai sunne ko ![]()
aur abhi to song chal raha hai kitna boring hai ![]()
aur ap sunaye kya chal raha waha ???
![]()
jahan rahoo khoos rahoo Daagh jee lakin apni Daman ko Daagh dar na honay dayna :K:
Take care & Allah Hafiz
shukriya for you wishes mate ![]()
well agar Daaman Daaghdaar hua to Surf Ecxel hai na
![]()
kyun GS per kyun nahi they..bailan.. pata hona chaye k Pari urf Rabia ne ana hota hai..tu red carpet varpet bhicha kar rakhein karien..
khair maaf kia..rehm dil jo hoon…aur aap ko yeh kaun si poetry ka naya shauq ched gaya ab rolleyes..ab kaun se shayar ki aatma k peechey pad gayeh ain…bechare ki aatma tadap rahi hogi k kaun poetry padh raha hai us ki…
ohh tu ramo kaka sare kaam vaam se farigh ho kar aa gaye hain..per kaka aap kapde phaliana bhol gaye they..ab mujhe phailane pad rahey hain…ab ami keh kar gaye hain kapde phaila dein na..
tu is post k baad mein kapde phaila kar aaoun gi…
oh ‘tere naam’ hai..chalo good..acha sunain jab aney wala ho tub mujhe bata di ga..kyun k ammi match dekh rahi hain
tu mein ne kaha hai theek hai abhi match laga lein..mein batadoon gi kab sunrise lagana hai..tu aap bata di ga…ok na..
aur yahan kuch khaas nahi …khoon hi chal raha hai.. :halo:
well mein tha GS par phei pata nahi kaise woh window close ho gaya to bhool hi gaya…but then jaise hi Sunrise par woh program shuru hua mujhe yaad aa gayi aapki
aur hum aa gaye online…waise carpet sharpet ka nahi pata hume…apne room mein to brown wala hai agar aap kaho to woh bicha doo ???
jee nahi humko poetry padhne ka shaukh to bahot pehle se hai koi aajkal ka nahi hai
and koi aatma ka chakkar nahi hai samjhe…
hehehehe kapde sukhane jaa rahe ho
well you know last Tuesday se mere kapde garden mein sukh rahe the roz geele ho jaate rain ke kaaran
aaj yaad se andar lekar aaya hoon…
bechare last 4 din se bheeg rahe the…
okie jee will let you know when the song will be played…but agar post miss hp gayi to :o and woh message chala gaya to ![]()
Hello shello logoun kia haal hai… thourde dair ku aaya houn.. jalde sai Allah Hafiz boulu .. ![]()
lo aate hi allah haafiz ![]()
lo..khud ba khud bund ho gaya tha kia woh page..? us k haath paoun hain kia?? eek…
…aur ji nahi koi zaroorat nahi hai apne room ka carpet bichane ki… pariyoon k liye bhooton k carpet nahi bichaye jaatey..:p..aap apne paas hi rakho ..snooty..
oh tu kahin mirza ghalib ki roh aap k ander tu nahi ghuss gaye… agar itna hi shauq hai poetry voetry ka..tu khud ka koi shair hai? haan bolo bolo tell tell
hamesha kissi na kissi ka shair bol kar khud wah wah adab adab karne beith jateyh ain…apna hai tu bataye..phir pata chaley ga…milk ka milk aur water ka water ho jaye ga..![]()
chchchc 4 din se kapde bahir bheeg rahey hain..tobah astagfar…ab tu unhey phir dhona pade ga..chalo ramo kaka phir se machine mein dalo..aur isi liye kahatha k eik adud dimagh karaye per ley lein..kuch yaad tu rahe ga kam az kam..![]()
aur agar woh msg miss ho gaya tu mein…mein aap ko maroon gi..
busss snooty..
aate hee bouloun ga tu 10 minute baad boullai ga na koe.. ![]()