hello kamran ![]()
hmm acha..waise breakfast? is waqt?
kahan hain aap?
hello maheen ![]()
chullu aaj uss pur FAtah purdh lain…
merhoom burdee khubion kai malik thai … ![]()
hmmm jana tu har eik ko hi hai..chalo koi nahi, agar Daagh pehle chaley gaye..:p.. KK aap ka kab tuk irada hai? takey fateha thodi se bacha loon..![]()
itni sharam
waisay kaisi hain aap?
kia ijtamaae Fatah-khuwanee kaa iradaa hai…
I am here for about 40 minutes.
haan ji…
hum phir se aa gaye…
KK:
kaha the ??? aaj chinese khaane ka program tha na ![]()
aye..Welcome back
woh formality poori karne k liye kehna padta hai.. ![]()
University mai houn aaj…
mera external supervisor aaya huwaa hai.. Sorry, will go on MOnday… and that will be on me.. :k:
mein ne aap k yahan rehne ka nahi…is duniya mein rehna ka poocha tha ![]()
chalo jis bhi liye kiya…kiya to ![]()
thanks (not formality:halo: )
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
...
Jee Sardaar Ji.... Hukum ...
[/QUOTE]
Kya haal hain
theek hai theek hai…:p.. ![]()
so missed me while was was away
![]()
kya khayaal hai rabiaa…jaana hai ![]()
lu kur lu gal… loug tu meraa iss dunya mai time count…oops sorry count down… kur rahai hain …![]()
*yeah-dunyaa—yeah-mahfil----meree kaam-kee naheen----mere- kaam ke naheen.. ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by mal1k: *
Kya haal hain
[/QUOTE]
theakh thaak. Allah ka shukar hai..
HA HA Yeh riteeeeeee
…khush fehmi aur ghalat fehmi bhi ..uf tobah tobah, do do bemaariyan hain..chch ![]()
kahan??? ![]()