na sirf sallamat hai bulkai DHARR lugwaeee hai… daikhu abhi test kurta houn…
..
.
10p 10p 10p … ![]()
na sirf sallamat hai bulkai DHARR lugwaeee hai… daikhu abhi test kurta houn…
..
.
10p 10p 10p … ![]()
Koi mill gaya’ dekhi tu nahi magar suna hai ke fazool hai :p…haan hangama dekhi hai aur ab ‘chori chori’ film dekhni shuru ki hoi hai ![]()
raboooo kitni baaaar kaha hai jhoot matt bola karo…jhoot bolne waale kaa moo’n kaala = Rabiaa…
kiya zamana aa gayaa hai…ab raboo bhuttni…churailein bhi apne aap ko parri kehti hain
…![]()
aap chup kar k nahi beith sakte …phir 10p 10p shoro kar diya
sharam tu nahi ati na ![]()
waise bhi mujhe aap per koi kam ghussa nahi cheda howa jo aur ghussa dila rahey hain..aram se beith jaye..abhi chaitavani dey rahi hoon..agli baar nahi doon gi… seedha var karoon gi.. ![]()
…![]()
aRy maheeN … rabOo ki asliyat sab k samnay bata dee …
yeh kiya kar diya …
![]()
hi evry one …![]()
:nono: shaaan mai yeah gustaakhe … Chrrail naheen Rabooo je…
yeah tu :queen: hain queen… Bhoutou ke… jinnon ke… aor of course Churrailoun ke…
^^ … :halo:
haww hayee kis ne tumhey itni jhoti khabar sunaye hai k Koi mil gaya fazool hai..ji nahi koi fazool vazool nahi hai..bohat cute film hai..dekhna zaroor pasand aye gi … aur waise bhi woh hit howi hai
tu jis ne bhi kaha hai k woh fazool hai us se kaho ja k pehle ankhoon ka ilaaj karva ley..warna mein kar deyti hoon woh bhi muft mein rehm dil jo hoon ![]()
haan jhoot bolne wale ka mun kala tub hi tu tumhara rang kitna kala ho gaya hai..chchc dekha hai kabhi aaina..nahi dekha hai na acha hai..na dekho..tukde tukde ho jayein gay sheeshe k agar itna bhayanak rop dekh liya us ne tu..
aur haan waqayee kia zamana aa gaya hai k bhootniyan aur churailain pariyoon ko bhi apni terha samajhne lageen hain..jaise k bibi Manno samjhti hain mujhe apne jaisa..Allah ka shukar mujhe us ne mere jaisa hi banaya hai… :halo:
:rotfl"
:rotfl"
vry right …
abhi jaa rahi hoon…![]()
shaam ko khoob ache ache reply karoon gii ![]()
Allah Hafiz ![]()
sach bhi boll lete ho aap :k:
han bhai logoun beans bhunnai achai lagtai hain ya boil… Rabooo se pangaa na chungaaa…:nono:
humm tu dheatt hu gai hain…![]()
kia jhoutt boulla mai nai …
Mr. Bean
itni badi gustakhiiiiiiiiii…pehli gustakhi tu yeh k aap ne mujhe MUJHEEE Rabbooo kaha…aur upar se itna bada jhoot ..chchc ab aap ka kia ho ga Kaliya… asal mein Mr. Bean bana doon gi ab mein ![]()
sach tu sirf woh hi bolta hai na jo sacha ho.. aur us per yaqeen bhi wohi karta hai jo sacha aur ‘samjhdar’ ho…tu theek hai na mujhe is mein heraan hone ki zaroorat nahi hai k aap ko meri baat per yaqeen nahi hai…kyun k na aap sachey hain na hi Samjhdar..tu aap hi maheen ki baaton per yaqeen karein gay na…Mental ko Mental hi samjhta hai..:halo:
KK Mr. Kamo.. lagta hai k aap yun sunney waley nahi hain ..hai na na
pehli baat tu yeh k Pari kabhi bhooton aur churailoon ki terha nahi ho sakti is liye un ki :queen: bhi nahi ho sakti… haan bhooton aur churailoon ki queen ko agar aap dhoond rahein hain tu chashme pehen kar dekhain nazar aa jaye gi k Maheen k ilawa is waqt aur koi bhooton aur churailoon ki queen nahi hai.. ![]()
aap dheet hOO gai haiN ?
is main abu ki maar ka ziada haath hay ya…?
kia howa? aaina tu nahi dekh liya tha kahin jo dar kar bhaag rahi ho ![]()
aur sham ko kitne baje ao gi? us waqt shayad hum tashreef ley ja chuke hoon gay :queen: aaj hum ne khana banana hai..acha jate jate koi idea dey jao kia banao??? eik tu yeh mujhe zaher lagta hai saraaaaaaaaa din soochte raho kia banao kia banao…kuch idea do.. ![]()
haan bhai humaray paas dimagh nahi hay …
is liyay aap ka itna lamba meg nahin parh saktay …
is liyay zara short cut main batana kiya keh rahi thee …
quEEn oF …![]()
Kamran bhi kaisa acha lagta hai?? roast kia howa ya bhuna howa??
haan bolo bolo tell tell…
meri sohbat mein chalo itna tu seekhain k Rabia se Panga is NOT Changa…per yeh baat aap per bhi lago hoti hai..aap mujh se panga ley chuke hain..ab bhugatna bhi pade ga.. ![]()
aur aap dheet HO nahi gaye..aap hamesha se they.. :halo:
is se tu zahir ho gaya hai k aap k paas waqayee Dimagh nahi hai..Naam ko bhi nahi hai..
woh msg adha aap k liye tha adha KK k liye..aur mein ne dono k nick bold kar k isi liye likhe they takey LOGOON ko samajh aa jaye..per nahi naam o nishan nahi hia dimagh ka..
waise bhi dimagh se nahi ankhoon se padhna hota hai bade miyan..chashme kahan ghuma diye hain?? :halo:
aur queen of kia..haan bolo bolo tell tell ![]()
bhunna huwaa ziadda
hutta hai… tu kia khayal hai…
teekha zara kam rakhnaa…