Where are you ...

or yeh 13 K complete...

yaheen purdhai… abhi purdhai … :rolleyes:

SINGING

Dushman na kare doust ne woh Kaam kia haii…
Umer bhar ka ghamm hummai inaam kiyaa haii ..
Apnai he giraate hain nashaiman oai Bijlian … Nashaiman pai bijlian…
:crying:

ager unhon ne dou boul perh liye tu aap ko kiya takleef hai :stuck_out_tongue:
aap bhi perh lain ?
waise kon hai wooooooooooooooo???:wink:

:smack: koe naheen baba… :hehe:

tu aap kyon roo rahe hain???:rolleyes:

chalain kamran bhai aur sunain kiya haal chaal hain ?
dono theekh thaakh hain??????????

[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *
chalain kamran bhai aur sunain kiya haal chaal hain ?
dono theekh thaakh hain??????????
[/QUOTE]
han je... dounnu ke tu zammana missalain detta hai... Allah ka shukker hai..:)
Aap sunnao dunou kaise hain? :)

dono ka haal kharab hai:bummer:
subha 2:00 o clock ghar se nikli thii aur abhi 6:30 ko wapes aai hon :teary1:
saara din bas kaam kaam aur kaam :crying:

:smack: tu aap bhi Quaid-e-Azam ke baat “Kaam Kaam sirf Kaam” ka matlab ghallat samjhein…
Unn ka assal mai matlab thaa… “Kaam …Kaam …Sirf Kaam!! :mad:

may be u r right aap ke tu quaid e azam saheb dost hi rahe honge
haanaaaa? saath school main bhi parha hoga ,
aur haan pakistan banane main bhi tu madad kihogi aap ne ,
budhe mian :mocking:

han kah tu rahai thai … pur mai nai munna kurdiyaa thaa… asal mai meree summer holidays thein so I was chilling on the beach … :smooth:

:hehe: :hehe: :hehe:

mera tu jawani mai hi yahi haal hai :smack: zara beach pe gaye kampne lagay :bummer:

aur sunain aap pakistan jane wale thay ???

:smack: achaa yaad dillaya… wo he souch raha thaa kai mujhai kahan jana thaa… :confused: Nov ya december mai jaon ga inshallah
Abhi tu bed pur ja raha houn… :bummer:

aap pakistan main kahan hu ???

Ok got to go now…
will chat later… abhi tu woh aa rahee hai ju buhat kam kam aate hai …:blush:
:wave:
Allah Hafiz

mai Pakistan mai kab houn … :confused: :konfused:

:smack:
i mean u belong 2 pakistan yes ???
from where in pakistan ???

aadha Karachi aadha hyderabad …

ooooooooooo ok i got it :wink:
.
.
.
.
.
.
.
.
.

..
.
.

.
.
.
..
u mean neend :stuck_out_tongue:

han mere GF Neend .. :kiss: bass routhee routhe rahtte hai .. :bummer: