Where are you ...

shermaing after all i m a MESHRIQI lerhki jeee:blush:

aap na bhi kehtay to aap k liyai lai ker aatti:)

:blush: … abb tu maikai wallon ka time khattam hu chukka ha… abb iss time tu hum he aaen ge naa … :hoonh:

wasalam

&

Allah Hfiz
chalte phirte nazer aao dikh nehi reha k ahem topic per baat ker rehay hain hum:bailan:

lolss aa jao tussi vi apna shoq poura ker per thehroo mujhay UN say to pouchenay do

SUNIYAI

IN ko aanay doon jee:blush:

ohhhh sharma te hi hoo aap :slight_smile: allah miya tera laakh laakh shukar jo aisi biwi di hai :slight_smile:

oh achcha mere liye lekar aate :hug: kitna khayal rakhte ho mera :blush:

achcha aap bataye hum aapke liye kya laaye ?

well ab aap hi dekho…yeh hai badhe chipkoo waise…agar baith gaye to nikalne ka naam nahi lege…

and aapka yeh ‘SUNIYAI’ kehna uffffffff!!! qayamat hai qayamat :slight_smile:

biwi :eek: maybe i should just stay out of this :eek:

Smilly tummm… singing

vo jo ham mai tum mai qaraar thaa tumhain yaad ho ke na yaad ho
vahii yaanii vaadaa nibaah kaa tumhain yaad ho ke na yaad ho …
:hoonh:

buss jee again shermaing(oyee aaj mera hasher ho jayai ga sherma sherma ker)

jee aab aap ka khayal main nehi rekhoon gy to kon rekhay ga

Meray liyai jeeeeeeee aaap khoud hi aa jana:blush:

na jee na chedoo jee kion time waste kertti hain:)

bas inhain chourdu… abb inhain iss umer mai kia pouchnaa… paala poussa buhat hai… :blush:

biwi :eek: nai nai shadi :eek: mr.daaagh have u finished ur homework yet :hoonh:

10p 10p 10p … :rolleyes:

ab yeh gao

WOH ISHQ JO HUM SAY ROUTH GAYA …:wink:

:rotfl:

kya baat hai

agar sahi mein real life mein aisa hua to mein to pagal hi ho jaaonga :hehe:

okie serious again…

wah kya nek khayalat hai …achche ghar ke logo ki yahi pehchaan hoti hai kitne oonche khayalat se pali badhi ho mashallah :slight_smile:

ohhhhh mein khud hi aa jao…hai mein marr jawa guud khaake :hug:(yeh gud khake kyon marna? diabetic hai kya? okie anyways…) :b

na jee na ab sari umer inhi ko pouchna hay me Meshriqi na shermaing

:eek: :eek:

home work :hoonh:

well yaha shaadi ho gayi hai ab to saare like home work meine hi karna hai :bummer:

UN ko danto to na jeeeeeeeee:bailan: :bailan:

:rotf: :rotfl:

oh jeee

aap gussa na kare na

aap baith yaha…humare paas…jee

yeh log to jalne wale hai jalte rahe :smiley:

aap and hum :hug:

vo na gaoon

Routhai hu tumm ku kaisai munnaon Piyaaaaaaaa
Boulu naaaaaa boulu naaaaa … :crying: