Where are you ...

Aur nehi to kia pehlay apnay gher k safaie sutherai ki ab dousron ki bhi kero kia:D

kuch na pouchoo balkay isi say hi pouchoo k Details batayi:D

haan aur kia… :snooty: waise bhi apne ghur ki safai karne mein maza ata hai… cheezoon ko pata hai k agar woh apni apni jaga per mujhe na dikhaye deen..tu woh un ki zindagi ka akhri din hoga..is liye mere safai karne se pehle hi forun jaga per chali jaati hain :smokin:

aur aaj tu mujhe khud safai karni padi..aap aye kyun nahi theen :hoonh:
aainda chuti leine se pehle bata diya karein..takey kuch bandubust kar liya karoon mein :smash: khama kha maharani sahiba ko uth kar safai karni padi :snooty:

waise btw..yeh Mr. Daagh aur KK gaye kahan..:bailan:

aur Mr. Daagh mein tub tuk congrats nahi kahoon gi jab tuk aap yahan nahi ayein gay :snooty:

aur KK…aap ne ane ka kasht hi kyun kia itne dinoo baad…na hi aate agar itni jaldi jana tha tu.. khama kha GS ki dharti per zulm kia :bailan:

tu ap na hamarey nashtey k tame keon ati hain:smash: :smash: :mad3:

bechoi uth jao SUBAH ho gaye hay:D

yeh dono subah say chicken benanay ki koshish ker rehay hain daikho ab kia GUL khilatay hain:smack:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

kuch na pouchoo balkay isi say hi pouchoo k Details batayi:D
[/QUOTE]

wo hai kidher jo us se pochain jaldi batiey.. sallu details please..:D

Koyal tu kis time aaoun..? yeh tu mere beithne ka time hota hai na..aap ko zaroori hai itni deir tuk soona..jaldi uth kar jaldi nashta kar liya karein na…Poosti log :snooty:

Smilly haan na massi wohi tu keh rahi hoon..subah ho gaye hai..uth jao..aur kaam per aa jao…:mocking:

hawww hayeee… phir bechare chickens ki shamat aa gaye :smack: un se kahein yeh hamare baraber wale bhi bohat achay murge hain..abhi bohat kukdoo koo bhi kar rahey they..inhey hi paka kar thoos lein… :mocking:

kahan chaley gayee sab logggg… :mad:

forun wapis aao.. :bailan:

mein bhi jaa rahi hoon ab.. mut aao aap log.. :mad2:
:teary1:

bye shye…takecare tu hagiz na karna aap log.. :bailan:

Allah hafiz.. :mad2:

:wave:

kaha gaye saare :frowning:

koi haiiiiiiiiii ???

…:rotato: …

Mr. Daagh sare gaye..yahan koi nahi hai :snooty:
aur aap log kaun hain? aur kyun aye hain? :mad2:

KK aap ghomna bund karein..pehle hi aap ka upar wala hissa ghuma howa hai… :bailan:

heheheh aap bhi abhi aaye :D

Naheen abb tu jinnat ka he baseraa hai… pari sahiba ke sawaree tu tashreef le ja chukke hai … :hehe:

haan abhi PHIR se aye hoon…pehle yaheen thi mein… KUCH logon ki terha ghayab nahi thi aur na hi baad mein ho gaye thi.. :mad:

:snooty:

zaraa sa ghooom loun mai… :mudhosh:
ab itnai :bailan: pudai ge tu ghoomain na.. :hoonh:

zyada khe khe na karein aap Mr. Kamo.. Sahiba ki savari laut kar wapis aa chuki hai.. :queen: ab aap apni khair manaye.. :bailan:

eik tu bina bataye logoon ko ghayab hone ka bohat shauq hai..aur phir atey hain aur phir ghayab ho jatey hain.. :bailan: