Where are you ...

koiiiiiiiiii hai na yahan ;)

hello shello :wave:

hum aa gaye :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
koiiiiiiiiii hai na yahan ;)
[/QUOTE]

aaj phir aap kaa mood ;) wala hai kiya ?

how r u koko

hallo
kiya haal hain ?
kiya horaha hai is waqt?

well was reading a book…then ab aa gaya online…kaafi din se reading nahi ho paa rahi thi na :bummer:

kiya read kertain hain aap ?koi khas book ,
akale kitni boryet hojati hoginaa :frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *

kiya read kertain hain aap ?koi khas book ,
akale kitni boryet hojati hoginaa :(
[/QUOTE]

yeah wahi to :( office se aakar went to gym waha 2 hours paas kiye then ghar aakar thoda kaam kiya then khana khaya and then reading :D

well these days i am reading 'The Great Mutiny' it is about National Uprising of 1857.

hmm aap sunaye kaise ho ? kya chal raha hai ???

:salam:

kaise ho aap ??? :smiley:

Ahmm Ahmmmm

:salam:

pahoch gaye ghar theek theek :smiley:

:wsalam: han je pahoch gae.. theek thaak aor SAREE kam bhi kur liyee sewae aik kaam ke.. :bummer:

woh kaam bhi ho jayega :smiley:

Stainuuuuuuuuuuuuuuuuuuu :wave: kaisay hai aap :hula:

Kamranuuuuuuu :wave: aap kaisay haaaaai :slight_smile:

:mocking:

smileyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy :hug:

kaha the aap :frowning: bhool hi gaye humko to aap

:wave: Hi PKM … kaise hu?

ahhhhhhhhhhh koyal phir kis k paoon k neechay dub gaye :(

iska to aapne koi jawab hi nahi diya :hoonh:

[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *

aaj phir aap kaa mood ;) wala hai kiya ?

how r u koko
[/QUOTE]

ap ko kia lagta hia :D

:wsalam: me theek ap sunao sallu g ..:smiley:

hmmmm do jaga aik se jawab kesay day :wink: