[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *
chalain aap kehtain hai tu man lete hain
lakin zara khayal rakhye gaa ,
[/QUOTE]
jee theek hai aap keh rahe ho to khayaal rakhege :)
hmmm so what else happening ?
[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *
chalain aap kehtain hai tu man lete hain
lakin zara khayal rakhye gaa ,
[/QUOTE]
jee theek hai aap keh rahe ho to khayaal rakhege :)
hmmm so what else happening ?
hehehe mein mein ho woh woh hai ![]()
o really , thank god
ab aap ko is main tu ietiraz nahi hai , ye nahi ke aap daagh ko khush kerne ke liye unko bhi yahi advice de dain
ke daagh ko daagh bhaiya kehelwana ziyada aacha lagta hai
![]()
achcha ![]()
kaun ? kaha ? kab ? kaise ?
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
hehehe mein mein ho woh woh hai :D
[/QUOTE]
tu aap ne unpe kiya jado kiya hai wo aap ki tareef sun ke khush hotain hain ,:D
aacha aacha ab banye nahi
hum koi bache nahi humain sab pata chal gaya hai , khud se jaldi naam bata dain,nahi tu phir main bata dongi ![]()
nahen unsai tu naheen kahoun ga… mental tu naheen houn itnaa bhi… ![]()
achche and sachche dost hai ![]()
and hum bhi khush hone ki acting kar lete hai unki taareef par ![]()
![]()
![]()
nahi sach mein nahi pata…kal KK se office mein ugalwana padhega ![]()
phir kitnay hain
![]()
ookkkkkk i belive you ![]()
not really bz bz abi falooda khnay ja rehi ![]()
measureable nahi hai ![]()
doctors bhi naye metric system ijaad karne mein lage hai ![]()
aor Daagh... what you had in dinner??
wowowowowowow
faloodaaaaaaaaaaa ![]()
more than 6 months ho gaye falooda khaye hue ![]()
mere taraf se bhi ek plate khaa lena aap…okie ? promise ?
ab aap bach nahi sakte jaldi se batadain , sharmane ki kiya baat hai hum kisi ko nahi batain gey ![]()
I went to Red Rose in Surbiton… food was so ![]()
well yaaar had daal-chawal…asli ghee ka tarka laga kar
and saath mein baigan ka bharta ![]()
how r u koyal ?:)
well agar pata hota koi hai to bataane mein sharmaana kaisa ![]()