Where are you ...

aapka phir se welcome :mocking:

where u from ?

hutto bachooon … shahee reply aanai walla hai… jaga kuru…:rolleyes:

aapko kaha se intuition ho gaya :rolleyes:

oh hooooooo..yahan kia kia ho gaya??? :smack: mein tu wahan atuk gaye thi aur Msn per bhi..ab msn se tu offline ho gaye hoon..ab batao yahan kia kia ho gaya?

aur haan

O priya O priya priyaaaaaaa tum sa nahi koi priya..
tu khush rahey jahan bhi rahey yeh meri dil ki dua :hula:

Welcome to Gs.. :flower2: khao peo aish karo mitro..dil per kisse da dukhayo na :nono:

aur haan mein pooch rahi thi k meri ghair majoodgi mein kia baatein kar rahey they yeh log zara batana tu..:hoonh:

:rolleyes:.

:hehe: Mr. Kamo..tusssi tey bade hi samajhdar ho rahey ho meri sohbat mein.. wah rey…chalo acha howa k jaga banva di..warna mein ne tu poora poora soocha howa tha k jjaga na mili tu sab ko :bailan: is terha hata doon gi line se aur phir jaga bana loon gi…per wah rey..aap ne eik aur samjhdari ka kaam kia meri sohbat mein..shabash rabia.. jeete raho, khush raho.. :kiss:

oh okie okie :smiley: chalo der aaye durust aaye :rolleyes:

well jiyaji has already left so gaana bandh kar do ab aap :stuck_out_tongue:

well aapke Ghair mojoodgi mein bahto kuch hua…iske liye aapko khud hi padhna padhega na :smiley:

han pouchu zara inn logoun sai… :hoonh:

I am from my home :blush:

:smack: patta thaa yahe samjhoo ge… akhir…khushfehmoon ke :queen: ju thahrein…:hoonh:

oh thanks thats so helpful to know where u are…you are a star :rolleyes: what are you doing on earth :konfused:

Apnna Ghar… :rolleyes:

tumhaiN Edhi passand nahiN:hoonh:
maiN woh waalay say nahiN apnay ammi abbu kay apnay home say hooN :snooty:

:hehe: patta chull gia Daagh miya Pakistan sai hain… Karachi sai…

nahiN tau:hoonh: maiN tau Al-Kamooniyaa say hooN :snooty:

:hehe:

bahot hi taadu kism ke insaan ho miya aap to :hehe:

haan i know..hum durust hi karte hain jo karte hain..tub hi tu Shehzadi hain..:Queen:

ohh jiya jale jan jale chali gaye? kyun? kab? kaise? haan aap logoon se dar kar chali gaye ho gi bechari…ab woh nanhi si jan kitna sehti..:bummer: aur mein gane kyun band kar doon…ab tu aur bhi zyada gaoun gi..

la la la laaaaaaaa la la laaaaaaa..oo hoo hoooooo…yeh gana hia ok :snooty:

aur kia howa meri ghair hazri mein bata dey koi insan mujheeeeeeeee…kab se sun rahi hon bohat kuch howa bohat kuch howa..kiaaaaa howaaaaaaaaaa …:mad2: bolo ab…

aur mein khud nahi padh rahi..mujhe batao kia kia howa :bailan:

haye yeh bhi pata tha..wah rey Mr. kamo.. ab mujhe award milna chaye…mein tu haqdar hoon eik award ki…jis ne aap ko thodi samajh dey di..woh bhi AAP ko..:eek: hayeeeeeeee…rabia :kiss:

aur mein sirf khush fehmiyoon ki hi nahi… balkey poori ki poori hi :Queen: hoon ..acha.. :snooty:

naheen hu tu kia huwaa ikk dinn hu jao ge…:wink:

tum any woh drama bhee daikhaa thaa :hoonh: ?