khane kii baat ho aur aap naa karein…ho hii nahi saktaa …bass issi liye jhoote moo’n bhi nahi poochaa ![]()
wo tu india nahi jaa chuke ![]()
![]()
Saturday morning 5 o clock jaane wale hai…
so this week is last curry night ![]()
Sighhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhz
![]()
apne husratoon pai ansoo bhahaa kur su ja
jaago…jaaaaago…office mai kaam karte hain…sote nahii
…waise aap ko patta hai ye lafz ‘kaam’ ka kiya matlab hota hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
Saturday morning 5 o clock jaane wale hai...
so this week is last curry night :(
[/QUOTE]
aww....chalo koi baat nahi..akaile akaile aish karnaa....
1 month mein pagal na ho jaoo to better hai ![]()
woh log 2 days ke liye scotland gaye the to mein pareshaan ho gaya tha ![]()
…koi haal nahi
chalein aap KK ki taraf chale jaana :~)
woh uske ghar to poora plastic coating hai
aise lagega ki showroom mein ghoom raha ![]()
tu phir uss ko apne ghar bulla lein ![]()
Fatehaa ![]()
haan wahi karna padhega…![]()
aap bhi aa jaya karo jab bhi free ho ![]()
… ![]()
enough… am moving to east London
Ameen ![]()
![]()
gussa nahi kk shaanti shaanti ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
haan wahi karna padhega...:D
aap bhi aa jaya karo jab bhi free ho :D
[/QUOTE]
aur hum kabhie bhi free nahi hote :p
…ye zulm matt karnaa East-London pe please ![]()
![]()
okie then aap busy ho tab aa jaana ![]()
…ab hum kiya bolein ![]()