Where are you ...

:hoonh:

hello shello :wave:

kaise hai sab log ???

koya jee :eek: :eek: :eek:

itna early ??? sab theek to hai na ???

helo..i’m fine..app sunao

[QUOTE]
*Originally posted by pakistani kurhi: *
hey guys..kya ho raha hai?
[/QUOTE]
hello shello .... how r u?

jee hum bhi jee rahe hai bas :rolleyes:

kaam kaam and aur kaam :frowning:

aap sunaye kaise ho ?

[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
hello shello .... how r u?
[/QUOTE]

app bhi HELLO SHELLO....challo helo shello hi sahi..i'm fine..
app ka kya haal hai?

[QUOTE]
*Originally posted by pakistani kurhi: *

app bhi HELLO SHELLO....challo helo shello hi sahi..i'm fine..
app ka kya haal hai?
[/QUOTE]
I am fine Allah ka Shukar .... aor kia hu raha hai aaj?

back :wave:

haan aur ab tube light saath mai ho gii :stuck_out_tongue:

y bus kaam kaam aur kaam?

hi :wave:…how r u?

HI daghoooo bhaiyyaaa :wave:…tabiyat kaisi hai aap kii :stuck_out_tongue:

Naheen aap tu kafee akalmand hu … :rolleyes: :hehe:

hi maheen

je tabiyat abhi theek thaak hai :smiley:

aao sunaye how are you doing ???

PK: office mein hai to kaam to karna hi padhega na :bummer:

:halo:

haan wo tu hai…akal tu hum mai aap ko koot koot ke bharii gayii hai… aap be-akloa’n se baat kar ke aap pe ehsaan-e azeem kartii hoon mai :snooty:
:smack:…Tauba…kissi ka asar ho gayaa hai mujh pe :rolleyes:

hum bhi theek thaak…first class :hula:

kis ka… daikhoo Daagh kai zakhmooon ku na chaidoo :nono:

:teary1: :teary2: :crying:

ap log hume misaalo mein use karne lage :frowning:

:rotfl::rotfl:…**daghoo bhaiyya ** apna jutaa haath mai pakkar ke iss ke office mai jayein aur…

chalo phir tuba light kii baat karte hain :stuck_out_tongue:

office mai bait kar app to gupshup kar rahe hai..yeh hai app ka kaam?:smack:
kair..i can understand ..u ppl r sooo busy?

chalo aap kehte ho tu hundiyaaa mai use kar lete hain :halo: