Where are you ...

ohh hooo abhi tu 9298 howi hain.. aur meri is post k baad 9299.. abhi tu bohat deir hai 9508 hone mein :smack:

abhi rabia dheruj rakho..! :smokin:

punjabi kudhi kin budhey miyan ki age pooch rahi hain :smack:
bus aisa samajh lo k in ka eik pair qabr mein dosra kele k chilke per hai.. :mocking:

pehlay…mai pakistani kurhi ho…punabi kurhi nahi
and…daagh nay kaha tha ki profile mai age check kar lo…sach bataye nah…

pehle aap pakistani kudhi hoon ya punjabi…mere saath zara fatiha tu padhvana..:rolleyes: lagta hai Daagh ka jo eik pair kele per tha woh phisal gaya hai…

aur Kamo aur Maheeno bhi direct qabr mein hi chaley gaye hain :rolleyes:

oh hannnn rey mein ne tu ab dekha hai aap ka nick tu Pakistani kurhi hai.. :smack: oh ho chalo koi nahi.. haan tu Daagh ki age hmmm… bus century complete karne waley hain is saal.. :rolleyes:

really…oh..:slight_smile:

kamo aur maheeno…qabr mai kyo hai?

lo…kar lo gall :smack:…abhii hamari umer hi kiya hai jo qabr mai jayein ge …jab ke rabooo jaise budhay budhay log salaamat hain :rolleyes:

agar aap log budhay hai…toh mai to abhi NEW BORN BABY ho…:slight_smile:

haan tu logoon..ab hum tashreef ley jaa rahey hain…

bye shye… sab log takecare bhi kar leina AGAR karni ho tu..nahi tu mut karna :snooty:

Allah hafiz :wave:

jao marrro ab :stuck_out_tongue:

Allah hafiz :hug:

bye..

now we have babies in GS :smack:…aap ki daawat kaisi jaa rahi hai :slight_smile:

acch to abb mai bhi chalte ho..dawat hai nah..mainay SHAKARKAND KI KHEER aur ZARDA ...banaya hai...ok
take care
allah hafiz

kiya matlab :hoonh:

:bailan::bailan::bailan:

pakistani kuri u r a baby, 1987:eek: :eek: :eek:

Mai bhi aaa jaooon :yummy:

have fun :flower1:

hello hello

sorry mein server room mein tha phir se :smack:

phir se :smack:…ab kiya kehne gaye the KK se :wink:

aur WO basantii tu aap ka wait kar kar ke chali bhi gayii :stuck_out_tongue:

:salam:
how r u ?

okie take care

talk to ya later

ta

:wave:

allah haafiz

:wsalam:

kaise ho aap jiya jee :slight_smile: