well busy to office mein tha na…that is at client side…and this boss is in US…he wants me to do some other work so that i can be in US next year
well aajkal Seminars internet par hote hai…US se log apne presentations dikhate hai and you have to call to a particular number to listen to what they are saying…it is all live…
ohhhh khud tu US mein beithain hain Mr Boss sahab… tu aap k office mein koi Boss voss hai hi nahi.. phir tu maza ata hoga..no wonder aap yahan har rooz aram se aa jatey hain…aap bhi aur KK bhi…no Boss no tension.. ! …
hmm acha yeh Seminars Veminars choro..office ki baatein office tuk hi rehne dein.. yahan nako :nono:
yeh bataye aur kia ho raha hai.. anythin new shew??
oh Boss tu chala gaya per apna eik chaila chod gaya…gore bhi bade shane hote hain.. khaas aap k liye hi choda hoga us ne woh jasoos…kabhi bhi daura pad sakta hai na aap ko..isi liye.. samjhdar Boss hai..
hmm kitni door walk per gaye they? Room se Dining table tuk? aur lo… agar walk per jayein gay aur saath khana bhi ley kar jayein gay tu walk karne ka faida
hum tu kahin ghayab nahi howey they..bus idher udhar thy…pata nahi kia kar rahi thi..jab pata chal jaye ga, hum bata dien gay…
nahi zaroori nahi hai k Boss hai tu samjhdar hoo…meri eik Aunty hain un k Boss ki tu mashallah dastain sunney wali hoti hain mera dil chahta hai mein khud hi ja kar ussey usi k office se nikal doon…
ohhhhhh 4 hours ki walk??? tu koi farq bhi pada ya nahi
haan waise aaj mausam bada baimaan thaaaa..bada baimaan tha..oh ho yeh gana kahan se aa gaya mein keh rahi thi k aaj mausam bada acha tha..hai na na… mujhe tu bada maza aya..per jab bijli chamak rahi thi na tub mujhe maza nahi gussa aya… aur mein dar bhi gaye
haan dekhoon gi soochon gi, kal parson kuch kahoon gi… abhi tame nahi hai..jab tame ho ga tub sunaoun gi
lo…eik tu 4 ghunte ki adi vadi walk ki ..upar se phir khana bhi kha liya …uff bongoon ki kami hai waise…aur jitni thi aap ne poori kar di.. waise yeh HUM mein kaun kaun hai???
lo…aaj ka mausam itna mazay ka tha… romanchak tha … itne mazey ki barish howi..bus yeh jo bijli chamakna shoro ho gaye thi na is ne maza kharab kar diya..pata hai kal raat ko bhi barish howi thi..mein tu bahir nikal gaye thi.. bada maza aya tha haha aur guess wat..mein apne bhai ko ley kar bahir chali gaye thi..bhai bechare ko aaj khasi ho gaye..:rotf: hahahahaha bechara miskeen..bacha hi hai…
okie ma’am jab bhi aapko time mile bata dijiyega :halo:
KK and mein hi gaye the…but this sunday mere dono housemates bhi jayege and kk and me…and we will take sandeiches and drinks and fruits bhi :D…bhai humare liye khaana is first priority
achcha aapko bhi baarish mein bheegne ka shaukh hai ??? i use to do it all the time in India…kitne baar to office ke terrace par hi chala jaata tha and then ghar jaakar change karke back to work yaha ki to baarish bhi thandi hoti hai
haan ok..aap na bhi kehte tu bhi hum tub hi batatey jab hamare paas tame hota
ohhhhhh KK k saath gaye they..chch tobah bechari sadkoon ka kia hal howa hoga aur dekhne waley tu mud mud kar dekh rahey hoon gya…k dekho 2 bander circus se bhaag kar aa rahey hain :p..
lo…ab Sunday ko poori qaum jaye gi..Allah rehm karey, dekhne waloon per bhi aur sadak per bhi.. tu agar khana shana hi khana hai tu seedha seedha picnic per chaley jaye, woh bhi gadi mein, khama kha walk kar k road ko tung karein gay..
haan mujhe kabhi kabhi bheegne ka shauq hai…jis din taiz ho..maza tu tub ata hai jab poori terha bheeg sakein..hai na na… lo..tu zahir hai, barish hai thund mein hi hogi… ab sooraj tu pani nahi tapkaye ga na…
aur bhai miskeen nahi lucky hai, k mere jaisi sis mili :Pretty: ab mein ussey na ley kar jati, tu ussey clg ka kaam karna padta… tu is liye woh jab khansta hai tu mujhe kuch nahi kehta..balkey mein hi dekh kar hasti hoon..
well aisa kuch nahi hai hum bhi kaafi smart and handsome lag rahe the humare paas to saboot hai
well woh normal wali sadak nahi hai cycling path types ki hai and there are green fields on one side and river Thames on the other…isse better view kya milega…and gaadi mein baith kar jaana and dheeme dheeme chalkar jaana is more apealing
waise india mein baarish mein thandi nahi lagti okie…it is warm and pleasent
aapko sharm nahi aati aapke bechaare khanste hue bhai ko dekh kar hanste ho :nono: