Where are you ...

heheheh :hehe:

chalo theek hai next time hum call kar lege :smiley:

rabboo kaise ho ? sorry mein busy ho gaya tha na…

KK ab bahot parhwa liye tumne faateha…aapka hi na parh le hum :hoonh:

rabiaa ye daagh sahib kidher gaye :hoonh:…aatay hi daraa ke bhaga diya tum ne :smiley:

tu tum bhi jab tuk Rabboo kehna nahi chodo gi mein bhi Mano hi kahoon gi :snooty:

aur tapkane ka kaam tu chalta hi rehta hai bachi..kabhi is ko tu kabhi us ko..:smokin: tum sunao kia hal hai? kia ho raha tha..

kk sirf half threeeeee>??? buss??? mein tu har raat ko 3 k baad hi soti hoon…mein jab tuk deir se na soo jaldi utha nahi jata…aur agar jaldi so jaoun tu deir se uth ti hoon.. :rolleyes:

haan bolo KK phir uthaya uss kissi ko :konfused:

mai tu kisi aur ke yaad karne ki baat kar rahi thii :blush:

** Raboo je ** aor subah office bhi aana huta hai… :hoonh:

patta naheen mai nai jagaya yaa teen alarm clocks nai… :confused:

Daaghhhhh :mad2: Rabbooo nahi SIRF rabia Sirf Rabiaaaaa :bailan:

aur kahan busy ho gaye they? insan bata kar hi chala jata hai…oh per INSAN…bandar nahi.. :mocking: tu theek hai maaf kia aap ko..rehm dil jo hoon.. :snooty:

tu kia howa…jab mein clg jati thiii mein tub bhi 3 baje k baad soti thi aur subah subah 7:30 uth jati thi..woh bhi khuddd…alarm clock ka bhi sahara nahi leyti thi…

farq dekha eik hunhar ladki aur KK mein.. :snooty:

aik alarm clock uss text se pehle boll chuki thi :smiley:

thanks for your maafi…

arey yaar office mein kaam bhi karna padhta hai once in a while…was busy on phone :frowning:

well saara GS aapko rabboo pukaar raha hum ne keh diya to gussa :frowning:

chalo nahi kahege…

rabiaa jee kehkar hi bulayege :hoonh:

ahem ahem !!! :halo:

aur sunaye kya plans hai evening ke ???

aur aapne abhi tak khana khaya ya bhai ka intezaar hi hai :smiley:

raboo…rabbbooo…rabbooooo :p…mai theek…tum sunao..abhi lunch kar rahi hoon :yummy:
wo kkashiff tumhara cousin hai kiya :wink:

ju bhi Kah lu Raboo, tumharai kahnai sai haqekat tu naheen badalte na… :stuck_out_tongue:

nani amii ki taraf hi hoon gi evening mai :halo:…aaj phir barbeque ki jaa rahi hai :rolleyes:

abhi bethi hoon lunch karne…and guess wat…fish fingers :rolleyes:…and coke!!!

wow bbq…kya baat hai…aisha tumhari ta :smiley:

aur fish fingers anc coke kya khana hota hai :smack:

auntiji aayege pak se to pehchaanege bhi nahi aapko :smiley:

theek hai theek hai..rehm dil jo hoon, is liye maaf karna pada :snooty:

hmm haan chalo kabhi kabhi kaam kar hi liya karien ijazat di…waise eik baat sunain..agar aap k boss voss aa gaye..aur unho ne dekha k files per kam karne k bajaye aap GS per kaam kar rahey hain tu Alvida kehne ka time tu dey gay na Boss ya woh bhi nahi dey ga.. :stuck_out_tongue:

haan na wohi tu sara GS peeche pad gaya hai is RABBOO naam k :mad2: yeh unho ne shoro kia hai..aap jantey hain unhey woh mr. ATA , un ka karnama hai yeh :rolleyes: aur mein har eik ko kehne se rukti hoon… is liye aap bhi ruk jaye..

Rabia hi theek hai bus.. :snooty:

:snooty:

:eek:

Bohut sara urdu!!!

:eek:

ufffffffffffffffffffffffffff KK khabardar jo ab aap ne bhi rabboo kaha :mad2:
ammii jiiiii ..mein Rabia hoon RABBO Nahi :frusty: samjhey Kamooo

aur exactly kisse k kehne se haqeeqat nahi badalti…is liye jo sach hai woh sach hai aur sach yeh hai k Hum hunhar hain :Pretty: aur aap ka tu khair kia hi kahein aap k bare mein :rolleyes: Mr. Kamoo..