to bana lo na…15 mins mein to ready ho jayege ![]()
and thode jyada bana lena mere liye bhi ![]()
to bana lo na…15 mins mein to ready ho jayege ![]()
and thode jyada bana lena mere liye bhi ![]()
ab duzaakhiyoan ko tu jannat milne se rahi ![]()
mujhai bhi khana hai daal Chawal… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
to bana lo na...15 mins mein to ready ho jayege :D
and thode jyada bana lena mere liye bhi :D
[/QUOTE]
mood nahi hai :D
paitoooo…
…kal meri rotiyaan bhi kha li theen ![]()
tum nai meree ras mallai ju khaa le thee… ![]()
aur biryaani bhi ![]()
KK
humare ras malai par nazar na daalo :mad1:
aur maheen mehmaan apne mooh se maang rahe daal chawal aur aap keh rahe ho mood nahi hai…
kya zaman aa gaya hai ![]()
agar ras mallai buchee hu tu nazar laggaon na… ![]()
khaa gia koe saree ke saree …![]()
^^ …![]()
Daagh: ab nahi hai mood tu kiya zabardasti hai ![]()
nahi koi zabardasti nahi ![]()
hum sandwich se hi kaam chala lege
chicken sandwich … ![]()
PS: shair khaya kabhi ![]()
tu kisi asian resturant se jaa kar daal chawal kha lein naa…
mera lunch time hu bhi gia aor mujhai patta bhi naheen chulla… ab mai kia khaaon… ![]()
well yaha ke asian restraus to pata hi hai na
unse better to mein hi bana leta hoon ![]()
maaaaaaar ![]()
tu phir bana lete naa ![]()
haan aor kia, indian food kai naam pur kuch bhi khilla du…
ever heard of Chicken tikka masala… woh bhi curry
!!! ![]()
chullo mil kur khatai hain… tumhain bhi lagee hai na bhook…
nahi jee…mai ne tu abhi kuch der pehle cereal khaya hai
…maaar aap akaile hi kha lein ![]()