mujhai chourd kur kahan jaa rahai hu yahan..![]()
PS dur lagta hai
mujhai chourd kur kahan jaa rahai hu yahan..![]()
PS dur lagta hai
abhi tu 1 bhi nahi baja??? ani chaiti???
abhi 1 baje tuk gupshup kar lein…1 baje k baad hum khud hi nikal dein gay.. ![]()
ek bajne mein 2 mins baaki hai ![]()
aap keh rahi hai to ruk jaate hai 2 aur min ![]()
kis se? apne aap se na…chchc hum sab ko bhi aap se dar lagta hai…
aur agar mujh se dar lagta hai..tu kyun na lage…aksar bhoot paryoon se darte hi hain..aur kahin agar mein ne kalma padh liya..tu aap tu ghayab ho jayein gay… ![]()
1 baje kai baad yeah aik haunted thread hu gaa…
hain…yani meri ghadi peechey hai..
yahan tu 00:53 howey hain.. ![]()
ghadi ne jhoot bhi bolna shoro kar diya aap ki sohbat mein.. ![]()
hayeeeee kitni shareef hoti thi meri ghadi… ![]()
hota hai chalta hai duniya hai ![]()
aap bhi samay ke saath hi chale ![]()
kyun 1 baje k baad yahan sirf aap hoon gay??? ![]()
agar aisa hi hai…tu hum bhi ruk kar haunted ko jannat bana dein gay.. ![]()
naheen huttai dheatt wallai bhooot, kab sai purdh raha houn.. pur kuch bhi naheen huwaa…
ulta Maheen he ghaib hu gae… ![]()
Logoa sab mere liye duaa karo!!! ye computer mere haathoan halaak hone se bach jaye…I am soooooo mad…somethingz wrong with the modem
…and the net connection keeps on losing ![]()
lo..samay k saath chalein gay.. tu tu har waqt chalte hi rahein gay na.. aur ab hum itna bhi nahi chal sakte…rukna bhi hota hai..is liye samay apni raah per chaley..hum apni..
hum samay k saath nahi…samay hamare saath chale..tu hamey manzoor hai..warna.. ![]()
![]()
ab hum jaa rahe hai and aap aa rahe ho ![]()
chalo kal baat karege…
ping me…
P.S. aapko pm mila ???
phir hum dunu woh gazal gaen gai..
Hum tum houn gai
Badal hu ga
raks mai sara jungle hu ga
hum tum…
haan un dheetoon k bhi kuch Sardar majood hain yahan ![]()
chalo kam az kam yeh tu pata chal hi gaya k Maheen ki asliyat kia hai… ![]()
haan mil gaya :)..and I dont care…aap teeno uss waqat tak online rahein jab tak connection phir se lost nahi hota ![]()
ye mere baare mai kiya baatein ho rahi hain ![]()
hehehe…aur hume kaise pata chalega ki aapka connection hai ya gaya :halo:
ab ghazal ki kyun bizti kar rahey hain khud gaa kar… ![]()
us ne kia bigada hai ab…!
aap aisa karein k ro lein…ab aap roye ya gayein baat tu eik hi hai na…![]()
aur kal subah jab aap online aao to zor se yaad kar lena hum bhi aa jayege ![]()
ta
![]()
ufff.. simple…jab is ki bolti bund ho jaye gi.. ![]()
itniiiiii bhi aqal nahi hai Logon mein tobahhhhh…![]()