[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
hey daagh inbox ke limit kitnai KB's hai?
[/QUOTE]
hamarey pass 407 ki hia hamin bahj dijiey :p
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
hey daagh inbox ke limit kitnai KB's hai?
[/QUOTE]
hamarey pass 407 ki hia hamin bahj dijiey :p
kab tuk hoga dinner??? hum ne tu kar liya? aap kia khao gi? hum ne tu keema khaya..aur hari mirchein bhi
aur baad mein watermelon bhi…
aur asi theek thaak hain… ![]()
phir wo pic yahan kab chaap rahya
![]()
you don’t need to… am half dead :love: after seeing that pic…
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
hey daagh inbox ke limit kitnai KB's hai?
[/QUOTE]
nahi pata yar :(
bhej ke dekh lo nahi pahocha to mana kar dega :D
lunch dairi se kia tha ab pata nahi diner hota be ya nahi wesay eggplant aur rice they
..good to hear k ap theek aur thaak be hain ![]()
nahi yaha nahi…
aiwein log line laga kar khare ho jayege…kaun sar dardi mol lega :nono:
![]()
munna kur diya hai na.. ![]()
egg plant kya ??? baingan ??? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
good good :D
so how was your day ? aap bhi kahi gaye the ghoomne-shoomne :D
[/QUOTE]
day waas lazy nahi kahin be nahi abhi taak tu mu be nahi dhoya :D
PS: dant saaf hain wesay :D
ohhhh to zip karo na…
or send to email mate ![]()
dun cry specail offer tu kia hai ap ko..![]()
baigan naheen, white wallai baigan
g baigan ap k leay egg plant likha soocha ap kaho gaye mushkil urdu samj main nahi ati ![]()
![]()
thats tooooo bad
dekho kitne kaale lag rahe ho aap bina mooh dhoye ![]()
kabhi kabhi to mujhe tooth brush mein bhi laziness hota to mein Polo kha ke kaam chala leta ![]()
kia hai woh special offer…![]()
Allah kurwat kurwat janutt naseeb furmai...sabh boulu Aameen
mian mitho ko choori khani hai kia ![]()
hamarey pass hia 407kb ![]()
arey urdu is no problems yaha ki angrezi mein gad bad ho jaati hai…jab mein yaha naya naya aaya tha ek baar bahar khaane gaya…to likha tha Aubergine…mein socha pata nahi kiska meat khila de poocha ki kya hai to bolta aubergine…mein kaha woh to pata hai
kis animal ka hai :halo: to kehta animal nahi plant hai mein kaha le aao…dekha to baigan ![]()