abhi ooper jaane ka mera mood nahi hai…
…aur tum ooper hi rahi abhi…dharti bohat khush hai ![]()
…Allah Hafiz…![]()
abhi ooper jaane ka mera mood nahi hai…
…aur tum ooper hi rahi abhi…dharti bohat khush hai ![]()
…Allah Hafiz…![]()
![]()
daagh
![]()
![]()
Sanaa ji kaise ho aap ???
koyal jee aadaab ![]()
^^ w'adaab
kya mijaz hai aapke ???
kaise ho ???
how is the day ???
and woh bbq kaisa tha ??? :D
my timing is awful.Im fine aur app?
Mujhe ubb janah hai,have to make supper.![]()
me theek hia…ap sunao
day was good..how bout u ?
tha bohat ..aur mizaj shareef but achay he hoon gain ![]()
tc guys.
bye.
lu itna bhi naheen pata, sarai web developers ka aik he tu thikana hai..
wahan tu ultra fast net hai… bas gurme kafe hute hu ge… hai na Rabiaa…
![]()
^^ subah subah itna gussa :nono:
haan Maheen in se poocho, in ko kafi kuch pata ho ga, kafi ana jana jo laga rehta hai wahan… is liye tu rang bhi kala ho gaya hai …mujh se bhi zyada garmi lagi hogi inhey ![]()
per Dheet logoon ki kami thodi hain..wapis aajatey hain dobara ![]()
kia howa reyy? ![]()
![]()
yahan bhi Welcome karna pade ga …eik tu yeh formalities ![]()
haan ji Welcome Shelcome…kia ho raha tha ? ![]()
hello jeeee ![]()
mein to theek thaak allah ke shukar se
aap sunaye…
kya mizaj ???
abhi dekh raha tha mein aap jhaad rahe the bachche ko ![]()
hum bhi maza ma chay..
(wateva that means)..
bacha? kaun sa bacha??? ![]()