same here yaar
…
oho
aapke mom to gaye hoge na ghoomne…and achcha achcha khaane ![]()
nahi meine bhi nahi dekhi but want to really know if it is good…i will have to go to Feltham to watch the movie
Kingston mein nahi lagi hai na
uncleeee mera naak ![]()
beywakoof aap ko kaha hai, aap ney bhi tou mujhey kaha tha na
p
bul k aap maha beywakoof.. ![]()
Daagh: sara din bus computer, novels, TV aur bus ![]()
kabhi kabhi bohat bore bhi hoti hoon..
examz sey farigh ho gaye na.. ![]()
utaaaaaaar do ![]()
**mera ** ![]()
mera ya mere ![]()
ap sub yahan flooding kur rahe ho
Maha Baywakoof ![]()
Hai Allah .. mere bhi kya cheez hoon ![]()
![]()
haan na mera naak bund hai ![]()
ziyada khush fehmi main mubtala nahi hoon, ![]()
aisi bhi khaas cheez nahi hin
D
Dagho uncle kamran uncle kahan hain?? ![]()
oh thats soooooooo boring
saara din ghar mein hi ![]()
well go out have fun ![]()
baita.. mera nahin mere naak bund hai..
Naak .. Female hai ![]()
mere naak hota hai..
MERA nahin ![]()
woh aaj university gaye hue hai…kitni shaanti hai office mein ![]()
haan na…aur mai yaha ghar per phansii hoi hoon ![]()
je nahi mera Naak hai ![]()
app nay bola hai, to phir main to hoon gaa… Khaas cheez.. app bhi kuch kam nahin
![]()
koi nahi hai shanti
ap kyon nahi gay univ?? ![]()
chalo koi baat nahi cheer up now hum hai na aapke saath GS karne wale ![]()