aap hi ne likha tha 1 bread ![]()
well bas itna hi kyon ? proper khana kyon nahi ![]()
aap hi ne likha tha 1 bread ![]()
well bas itna hi kyon ? proper khana kyon nahi ![]()
tu mujhe kia pata tha k itneeee bongay hain aap ![]()
aur khana is liye nahi khaya kyun k bhook hi nahi lag rahi..bhook lage gi tu khaoun gi na ![]()
mujhe to har 2 hours mein bhook lag jaati hai ![]()
mom kehti thi beta tere pait mein jinn hai ![]()
some 1 is about to take my position in this thread …![]()
woh tu hai… bicharee chickens sai pouchu…
haan tu mashallah pait nahi matka jo hai ![]()
haan pait mein hi kia khud hi jinn hain aap tu ![]()
KK kaun? kahan? kidher? kaise? kab? ![]()
number of posts- daikhee hain apneee …
2nd number pur main thaa pahlai… ![]()
kya hukm hai mere aaaka
huuaaaha ha ha ha ha
ok got to go now…![]()
aaaaka naheeen aaakee …![]()
ohhhh tu jalne ki boo yahan se aa rahi hai.. chchchc mein bhi kahoon k is qadr sadi howi jalun ki boo kithoo aa raye aye…
bechare…gana gao…‘raakh hum bin jale ho gaye’.. ![]()
bus shoro ho jao ab ![]()
mein tu intezar kar rahi thi..k abhi tuk kaha kyun nahi..aur ab forun hi keh diya.. ![]()
jao jaooooo..chaley jaoo yahan se, hamare darvaze aaap k liye bund ho gaye hian ![]()
abhi milkar gaya mere se woh..he has gone to uni…
aapka kya plan hai evening ka ???
me will go to play squash…![]()
acha ab jab next time mile na..tu meri taraf se unhey eik RAPTA dey deina zzzzoooooooorrrrr se woh bhi ![]()
oh haan aaj tu bhai ki bday hai na..tu us ki tayyariyoon mein lag jao gi abhi…shayad thodi deir tuk mein bhi chali jaoun…![]()
phir squash khelain gay
jhangir khan ki roh ghuss gaye hai kia..![]()
[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *
acha ab jab next time mile na..tu meri taraf se unhey eik RAPTA dey deina zzzzoooooooorrrrr se woh bhi :smash :
oh haan aaj tu bhai ki bday hai na..tu us ki tayyariyoon mein lag jao gi abhi...shayad thodi deir tuk mein bhi chali jaoun...:konfused :
phir squash khelain gay :smash : jhangir khan ki roh ghuss gaye hai kia..:mocking :
[/QUOTE]
okie mein rapta de dooga uske baad aap nipat lena :D
oh haan usko humare taraf se bhi wish kar dena and keh dena ki uska gift usko milega jab aap humko miloge :D (that way woh bhi aapko force karega milne ko :p)
haan ab to janagir ko peeche karne ka poora mood hai :D
haan haan dey di ga rapta..mein nipat loongi un se ![]()
haan dekhoon gi sochon gi kal parson kuch kahoon gi, us ko wish karne k bare mein ![]()
agar us ko us ka gift tub mile ga jab mein aap ko miloon gi tu is ka matlub k us ko aap ki taraf se koi gift nahi mile ga kabhi bhi ![]()
kyun k mein tu aap se nahi miloon gi..
aur bechare jhangir ki roh ko baksh dein…bechain ho rahi hogi un ki roh.. ![]()
well wish karne mein bhi sochege :halo:
arey yeh kya baat hui aapne to jaise kasam hi khaa rakhi hai na milne ki ![]()
jahagir is dead ![]()
haan hum kuch bhi karne se pehle soochte hain
dimagh jo hai hamare paas…
haan kasam yeh li hum ne…kasam na todein gay ![]()
hain? is he still alive
mujhe tu pata bhi nahi k woh hai kaun..kal ammi papa jhangir khan ki baat kar rahey they k woh squash ka champion tha..tu mein ne keh diya..mujhe tu pata bhi nahi woh cheez kia hai ![]()
haan haan pata hai kitna dimaag :halo:
yeh kasme rasme chore aur mil hi le ab ![]()
tch tch tch bechare achche bhae zinda insaan ko maar diya…mein to shocked tha ki itni badhi hasti nikal li aur hume khabar bhi nahi hui…![]()
acha howa k pata chal gaya..warna phir se batana padta ![]()
achaaaaaaaaa kasme chod donn???
hain hain bolo bolo..![]()
agar chod doon do phir jo promise ki tha woh tod doon …
chalo abhi nahi tu kabhi na kabhi tu nikal hi ley ga na
jana tu har kissi ko hai..ab jhangir khan ne koi aabay hayat tu nahi pee howi k woh tika rahey ga ![]()