kyun bore ho rahi ho…chalo bore hona bund..gupshup karo.. ![]()
yeh batao k weekend kaisa tha? kuch khaas kia ya awayeen? ![]()
am fine rabi ap sunao me tu canada gaye thei kla raat wapis aiey ap sunao kesa guzra weekend..![]()
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
Rabia & Koyal
mae bilkul theek hoon, lakin bore ho rahi hoon.. :(
[/QUOTE]
aray sis bore kahay ko apni rabi hain na wo ap ko bore nahi honay dain ghi she is mashAalh good in that..keon rabi ..:)
![]()
yaar, floodinh hi nahi ho rahi.. ![]()
weekend tou abhi aaney wala hai.. phir hi bataaon gi ![]()
tumhara weekend kaisa tha ?? ![]()
ohh wow Canada..wah rey, vade log vadi baatein..
kaisa raha..kitne dino k liye gaye thi..? aur bataya kyun nahi? kahin is dar se tu nahi k hum bhi tapak padein gay … ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
aray sis bore kahay ko apni rabi hain na wo ap ko bore nahi honay dain ghi she is mashAalh good in that..keon rabi ..:)
[/QUOTE]
chalo daikhtey hain ;)
![]()
![]()
bataya nahi aaray sarey yahan k logo ko pata tha na ap peachay ja k dekhiey na ap ko fursat he nahi milti koyal ko dekhnay ki
lakin koyal sab ko bata k gaye thei na…had a good time even though we last 3 hrs…
Koyal
aap bhi bohat sweet ho..aur kaise nahi hogi meri friend jo ho ![]()
Vivo flooding kyun nahi ho rahi?? pani phainkna shoro kar deytey hain…aap wahan se pheko mein yahan se, phir tu asal ki flooding ho jaye gi ![]()
oh abhi weekend ho ga..chch sust log :p.. hamara tu ho bhi gaya …
aur theek tha, bhai ka match tha tu hum wahan gaye they ![]()
HH tumhey kia howa hai…ab roona kyun shoro kar diya hai ![]()
^^ dil chah raha hai
ohhh acha bataya tha…sorry
woh kia hai na..mein tu bus check kar rahi thi, k aap ko yaad hai k nahi k aap ne hamey bataya tha ![]()
oh bus 3 hours k liye gaye they? kyun? soongne gaye they kia ![]()
lo..agar dil chah raha hai tu gana bhi gao saath saath k ’ dil chahta hai ’ takey hamey pata rahey ![]()
waise tum ro ya gao, baat tu eik hi hai ![]()
why ap ![]()
:nono: ![]()
ufo 3 hrs k leay nahi 3 din k leay aur 3hrs lost ho gaye they rastey main dekha sahi parti be nahi idher udher k dhaghoon main ulajna band karen tu koyal ki bata sahi samj main aiey na ![]()
koyal fikr not…bechari ko roone ka daura pada hai…rone do, ![]()
itni yeh farmabardar nahi hai k hamre kehne se chup ho jaye ![]()
Vivo gumshudaaaaaa gumshudaaaa vivo howiiiiiii kahan howiiiii :rotato:
abhi thi mein yaheen
woh bhi thi yaheen
phir hoon mein yaheen
lekin woh nahi..
gumshudaaaaaaaaa gumshudaaaaaaa…
is mein mera koi dosh nahi hai, mein beqasoor hoon
khud aap ne last likha tha ..dekho dekho upar jaa kar ![]()
mujhe sahi nazar ata hai…tub hi tu mein HH ko dekh kar dar gaye thi ![]()
do do doshhhhhhhh hindi filmain kam dekha karen ![]()
abhi apan k uper janay ki ume nahi aiey
![]()
kyun kam dekhoon
films dekhne k liye hi hoti hain ![]()
aur mein ne wahan upar jane ki baat nahi ki thi bibi ![]()
waise tame tu abhi mera bhi nahi aya.. ![]()
per filhal aap sirf upar wali post check kar lein..badi meherbani hogi ![]()
:D…wesay hum ne chaltey chaltey buy ki hia aj dekhay ghi