Re: Where are you …
I am fine … just feeling like stuck in oven .. itnee garmee hu rhe hai bahir ![]()
Re: Where are you …
I am fine … just feeling like stuck in oven .. itnee garmee hu rhe hai bahir ![]()
Re: Where are you …
larhaka kuri a giee ![]()
jiti rahien khush raien kesi hain aap
mien theak thaak ALLAH ka sukar hay
mein sirf naam ka he nai balkay waqai mai he Innocent hoon ![]()
Re: Where are you …
ye kis ko durpook durpook keh rhee hu subah sai .. ![]()
chourdo email shemail ko abb … puranee baat hai .. aor tum akhir aysai kitna busy ho gaen .. tello tello … :smash; … office wallai ab itnai ukalband tou houn gai naheen kai tumhai mazeed kaam dain .. ![]()
aor GArmee ke baat he na karo… bahir niklou tou pata chalta hai ..
abhi office sai ghar jaon ga tou rastai mai maza aaye ga ![]()
Re: Where are you …
![]()
Re: Where are you …
chchch naam k Innocent..Nilu k bare mein aisa nahi kehte..chch :nono:..nilu dekho zara kaise kaise vichar hain is k tumhare bare mein..tobah tobah…dekha mein ne kaha tha na k sirf naam k innocent hain yeh…
..
mein bhi theek hoon
…
Re: Where are you …
Dur FItay Munh Hammad bahi ![]()
Re: Where are you …
mein nilu apa k baray nahi balkay aap k baray keh raha tha ![]()
khabardar jo muj par ilzam lagaya to :bash:
agar aap k pass balian hay to meray pass yea :bash: hay ![]()
Thats Good ![]()
Re: Where are you …
us ko darpook darpook keh rahi hoon jo yeh sawal pooch raha hai…darpook
..
nahi choron gi email ko..bolo kia tha us mein..
…bolo aur mukt ho jao..
n mein BOHAT jaga busy thi..ab aap ki terha veili tu hoon nahi..
..mein sirf office mein hi nahi padhai mein bhi busythi…exams they mere..ab aap ki terha tu hoon nahi k padho likhon nahi..tu zahir hai padhna tu tha hi..n waise sirf yehi waja nahi hai gs per itna arsa na ane ki…aur bhi thi koi..jo mein zaroori nahis amajhti batana ..snooty…
n abhi office mein hain aap? is waqt? ..waise normally 6 baje tuk offices bund ho jate hain..:halo:..oh may b aap ka kaam tub shoro hota hoga..ab sab k jane k baad hi jhado poocha lagana padta hai na..halo..
Re: Where are you …
aisa tu ho hi nahi sakta k mere bare mein keh rahe hoon
..ab mujh se zyada shanti n aman pasand tu koi ho hi nahi sakta is poori dunya mein… aap per woh ilzam nahi tha..haqeeqat thi woh..
n ladki per haath uthaya
..haww hayee..sharam tu naam ko nahi aye na..
..
..
i know
..
Re: Where are you …
yaar ima bhooooot tired na
Re: Where are you …
Phir kabhi battaon ga ..
abhi time naheen … ![]()
agar kabhi MSN ur aaya aor Agar RUKK giyaa aor agar tumhare Qismat achi hoe us waqt jo tum online hoen tou shaid bata doun ![]()
wah wah… yani GCSE kurnai ka khayal aa he gaya akhir tumhain!! .. shabash shanbah… vada naam roushan karo ge sabh ka .. :halo:… naam vaam bhi chapp jai ga kissi kitaab ****aab mai .. ![]()
han abhi office mai he hon .. aor kal bhi houn ga office mai … 7 weeks ka backlog jama hai mereai outlook express kai inbox mai .. ![]()
Re: Where are you …
mujhe ABHI ISI waqt sunna hai k kia tha us email mein..
..bol dein ab FORUNN
… is se pehle k har cheez ka ghussa aap per nikal jaye…mad3 ..
msn wageira ko choro..goli maro..ruko mein hi mar dewyti hoon..
..ab yehi bolein kia tha us mein..itna kaun sa vada raaz hai
..
GCSE karne ka khiyal tu bohat pehle aya tha..n jab aya tha us per amal bhi kar liya tha n mashAllah pass bhi ho gaye thi..ab har koi aap ki terha KG mein nahi atak kar beith gaya :halo:..
n kau si book mein aye ga..
..
acha hai..BOHAT acha hai..karo kaam..veile log
.
Re: Where are you …
asia kyo nahi ho sakta angel ji ![]()
ji haan aap say barh k aman ayr shanti ka passban is pori dunya mein ayr koi ho he nahi sakta ![]()
judge sahib yea ik ilzam hay muj pay ![]()
sharam ho gee to aiay ge na ![]()
ayr mein nay hath kaha uthaya tha
mein nay to hathorha uthaya tha
:bash: :rocketup:
sukar hay u know warna ik ganta lagta samjanay mein ![]()
Re: Where are you …
apne sawal ka jawab khud aap k sawal mein hai..angel hoon tu aisa kaise ho sakta hai :Pretty:..log bhi agar bolne se pehle soochtey tu kia hi baat thi..:halo:..
haan shuk tu tha k aap k paas sharam kaise hogi..sharam abhi itni besharam tu howi nahi k aap k paas hoti..
..
chchc hathora uthaya
..yeh tu aur bhi sharam ki baat hai..chch chullu bhar pani lo n doob jao..n doob kar khabar kar deina k kaam ho gaya hia ..
..
n kia samajhne mein ghunta lagta..
..
Re: Where are you …
Naheen hai time abhii
kabhi AqAl ke baat bhi kur liya karo .. ![]()
han han… mujhai taaaleem sai muhabat jo hoe… dil laga kur KG kur rha hon .. :halo:
PS:- Aata hon online 30 minutes mai shaid.. :halo:
agar online hoen jab takk tu shaid bata doun .. verna baad mai kabhi sahee..
jab tak ko Allah HAfiz and TAke care .. ![]()
Re: Where are you …
itni deir se bongiyan mar rahey they..yeh nahi howa k woh baat hi bata dein
..aqal tu naam ko nahi hai logon mein ..
..
n yeh 30 mins k liye kahan ja rahey hain..i’ll b gone by then…
..dekha…kaha tha na ..‘darpook’…
..
takhliya…bye shye..takecare vakecare, n Allah hafiz ..
…
Re: Where are you …
^ ..tumhey khana khane k jamayan leine se fursat mile tu hi koi baat hogi na..
..
yeh jamayan leina bund karo tub tumhey lift karvane k bare mein dekhon gi soochon gi.kal parson kuch kahon gi…
..
Re: Where are you …
^^^^^^^^^^^666
![]()
side parkrooooooooo ushhhhhhh :
Re: Where are you …
^ …
..ab lift mango zara tum..
… ![]()
ushh ka kuch lagda…
…